main laakh ise taaza rakhun dil ke lahu se — Zeb Ghauri
main laakh ise taaza rakhun dil ke lahu se
lekin tiri tasvir khayaali hi rahegi
Urdu
میں لاکھ اسے تازہ رکھوں دل کے لہو سے
لیکن تری تصویر خیالی ہی رہے گی
Hindi
मैं लाख इसे ताज़ा रखूँ दिल के लहू से
लेकिन तिरी तस्वीर ख़याली ही रहेगी

Zeb Ghauri
Zeb Ghauri
poet150 quotes