"jitna dekho use thakti nahin ankhen varna khatm ho jaata hai har husn kahani ki tarah"

Zeb Ghauri
Zeb Ghauri
Sherशेर
See all 64 →jitna dekho use thakti nahin ankhen varna
जितना देखो उसे थकती नहीं आँखें वर्ना
zakhm laga kar us ka bhi kuchh haath khula
ज़ख़्म लगा कर उस का भी कुछ हाथ खुला
dil hai ki tiri yaad se khali nahin rahta
दिल है कि तिरी याद से ख़ाली नहीं रहता
dil ko sambhale hansta bolta rahta huun lekin
दिल को सँभाले हँसता बोलता रहता हूँ लेकिन
main payambar tira nahin lekin
मैं पयम्बर तिरा नहीं लेकिन
baDe azaab men huun mujh ko jaan bhi hai aziiz
बड़े अज़ाब में हूँ मुझ को जान भी है अज़ीज़
Popular Sher & Shayari
128 total"zakhm laga kar us ka bhi kuchh haath khula main bhi dhoka kha kar kuchh chalak hua"
"dil hai ki tiri yaad se khali nahin rahta shayad hi kabhi main ne tujhe yaad kiya ho"
"dil ko sambhale hansta bolta rahta huun lekin sach puchho to 'zeb' tabi.at Thiik nahin hoti"
"main payambar tira nahin lekin mujh se bhi baat kar khuda mere"
"baDe azaab men huun mujh ko jaan bhi hai aziiz sitam ko dekh ke chup bhi raha nahin jaata"
be-hisi par miri vo khush thaa ki patthar hi to hai
main bhi chup thaa ki chalo siine mein khanjar hi to hai
guhar lage the khunuk ungliyon ke zakhm mujhe
ab is athaah samundar ko phir khangaale kaun
uDaa ke khaak bahut main ne dekh li ai 'zeb'
vahaan talak to koi raasta nahin jaataa
miri jagah koi aaina rakh liyaa hotaa
na jaane tere tamaashe mein meraa kaam hai kyaa
ek jhonkaa havaa kaa aayaa 'zeb'
aur phir main ghubaar bhi na rahaa
ajab karishma dikhaayaa ba-yak qalam us ne
havaa chalaai samundar ko naqsh-e-aab diyaa
Ghazalग़ज़ल
koi ghaTaa baalaa-e-baam si lagti hai
कोई घटा बाला-ए-बाम सी लगती है
kaundh uTThi kabhi bijli kabhi baadal chamkaa
कौंध उट्ठी कभी बिजली कभी बादल चमका
ik nazar mujh ko dekhtaa bhi nahin
इक नज़र मुझ को देखता भी नहीं
raah-guzar ke patthar paani lagne lage
राह-गुज़र के पत्थर पानी लगने लगे
hai bahut taaq vo bedaad mein Dar hai ye bhi
है बहुत ताक़ वो बेदाद में डर है ये भी
bahaar kaun si tujh mein jamaal-e-yaar na thi
बहार कौन सी तुझ में जमाल-ए-यार न थी





