ham ne be-intiha vafa kar ke
be-vafaon se intiqam liya

Aal
Aal
Sherशेर
See all 9 →ham ne be-intiha vafa kar ke
हम ने बे-इंतिहा वफ़ा कर के
bandishen ishq men duniya se nirali dekhen
बंदिशें इश्क़ में दुनिया से निराली देखें
tum 'raza' ban ke musalman jo kafir hi rahe
तुम 'रज़ा' बन के मुसलमान जो काफ़िर ही रहे
un ke sitam bhi kah nahin sakte kisi se ham
उन के सितम भी कह नहीं सकते किसी से हम
us bevafa se kar ke vafa mar-miTa 'raza'
उस बेवफ़ा से कर के वफ़ा मर-मिटा 'रज़ा'
jo chahte ho so kahte ho chup rahne ki lazzat kya jaano
जो चाहते हो सो कहते हो चुप रहने की लज़्ज़त क्या जानो
Popular Sher & Shayari
18 totalbandishen ishq men duniya se nirali dekhen
dil taDap jaa.e magar lab na hila.e koi
tum 'raza' ban ke musalman jo kafir hi rahe
tum se behtar hai vo kafir jo musalman na hua
un ke sitam bhi kah nahin sakte kisi se ham
ghuT ghuT ke mar rahe hain ajab bebasi se ham
us bevafa se kar ke vafa mar-miTa 'raza'
ik qissa-e-tavil ka ye ikhtisar hai
jo chahte ho so kahte ho chup rahne ki lazzat kya jaano
ye raz-e-mohabbat hai pyare tum raz-e-mohabbat kya jaano
ham ne be-intihaa vafaa kar ke
be-vafaaon se intiqaam liyaa
bandishein ishq mein duniyaa se niraali dekhein
dil taDap jaae magar lab na hilaae koi
tum 'razaa' ban ke musalmaan jo kaafir hi rahe
tum se behtar hai vo kaafir jo musalmaan na huaa
un ke sitam bhi kah nahin sakte kisi se ham
ghuT ghuT ke mar rahe hain ajab bebasi se ham
us bevafaa se kar ke vafaa mar-miTaa 'razaa'
ik qissa-e-tavil kaa ye ikhtisaar hai
jo chaahte ho so kahte ho chup rahne ki lazzat kyaa jaano
ye raaz-e-mohabbat hai pyaare tum raaz-e-mohabbat kyaa jaano
Ghazalग़ज़ल
hamin ne un ki taraf se manaa liyaa dil ko
हमीं ने उन की तरफ़ से मना लिया दिल को
pahunchi na dil ki baat hudud-e-payaam tak
पहूँची न दिल की बात हुदूद-ए-पयाम तक
soch kyaa is kaa milaa kyaa aur kyaa matlub thaa
सोच क्या इस का मिला क्या और क्या मतलूब था
allaah nazar koi Thikaana nahin aataa
अल्लाह नज़र कोई ठिकाना नहीं आता
niyaaz-o-naaz kaa ye silsila nahin jaataa
नियाज़-ओ-नाज़ का ये सिलसिला नहीं जाता
darmaan milaa to dard kaa unvaan badal gayaa
दरमाँ मिला तो दर्द का उनवाँ बदल गया





