Sher
kahte hain ki ummid pe jiita hai zamana
vo kya kare jis ko koi ummid nahin ho

Aasi uldani
kahte hain ki ummid pe jiita hai zamana
कहते हैं कि उम्मीद पे जीता है ज़माना
sabr par dil ko to amada kiya hai lekin
सब्र पर दिल को तो आमादा किया है लेकिन
betab sa phirta hai ka.i roz se 'asi'
बेताब सा फिरता है कई रोज़ से 'आसी'
jahan apna qissa sunana paDa
जहाँ अपना क़िस्सा सुनाना पड़ा
murattab kar gaya ik ishq ka qanun duniya men
मुरत्तब कर गया इक इश्क़ का क़ानून दुनिया में
ishq paband-e-vafa hai na ki paband-e-rusum
इश्क़ पाबंद-ए-वफ़ा है न कि पाबंद-ए-रुसूम
kahte hain ki ummid pe jiita hai zamana
vo kya kare jis ko koi ummid nahin ho
sabr par dil ko to amada kiya hai lekin
hosh uD jaate hain ab bhi tiri avaz ke saath
betab sa phirta hai ka.i roz se 'asi'
bechare ne phir tum ko kahin dekh liya hai
jahan apna qissa sunana paDa
vahin ham ko rona rulana paDa
murattab kar gaya ik ishq ka qanun duniya men
vo divane hain jo majnun ko divana batate hain
ishq paband-e-vafa hai na ki paband-e-rusum
sar jhukane ko nahin kahte hain sajda karna
sabr par dil ko to aamaada kiyaa hai lekin
hosh uD jaate hain ab bhi tiri aavaaz ke saath
apni haalat kaa khud ehsaas nahin hai mujh ko
main ne auron se sunaa hai ki pareshaan huun main
kahte hain ki ummid pe jiitaa hai zamaana
vo kyaa kare jis ko koi ummid nahin ho
ishq paaband-e-vafaa hai na ki paaband-e-rusum
sar jhukaane ko nahin kahte hain sajda karnaa
betaab saa phirtaa hai kai roz se 'aasi'
bechaare ne phir tum ko kahin dekh liyaa hai
jahaan apnaa qissa sunaanaa paDaa
vahin ham ko ronaa rulaanaa paDaa
qaid se pahle bhi aazaadi miri khatre mein thi
क़ैद से पहले भी आज़ादी मिरी ख़तरे में थी
hazaaron tarah apnaa dard ham us ko sunaate hain
हज़ारों तरह अपना दर्द हम उस को सुनाते हैं
qaid se pahle bhi aazaadi miri khatre mein thi
क़ैद से पहले भी आज़ादी मिरी ख़तरे में थी