paanv rukte hi nahin zehn Thaharta hi nahin
koi nashsha hai thakan ka ki utarta hi nahin

Abdul Hamid
Abdul Hamid
Sherशेर
See all 12 →paanv rukte hi nahin zehn Thaharta hi nahin
पाँव रुकते ही नहीं ज़ेहन ठहरता ही नहीं
falak par uDte jaate badalon ko dekhta huun main
फ़लक पर उड़ते जाते बादलों को देखता हूँ मैं
utre the maidan men sab kuchh Thiik karenge
उतरे थे मैदान में सब कुछ ठीक करेंगे
baraste the badal dhuan phailta tha ajab chaar janib
बरसते थे बादल धुआँ फैलता था अजब चार जानिब
zaval-e-jism ko dekho to kuchh ehsas ho is ka
ज़वाल-ए-जिस्म को देखो तो कुछ एहसास हो इस का
dam-ba-dam mujh pe chala kar talvar
दम-ब-दम मुझ पे चला कर तलवार
Popular Sher & Shayari
24 totalfalak par uDte jaate badalon ko dekhta huun main
hava kahti hai mujh se ye tamasha kaisa lagta hai
utre the maidan men sab kuchh Thiik karenge
sab kuchh ulTa sidha kar ke baiTh ga.e hain
baraste the badal dhuan phailta tha ajab chaar janib
faza khil uThi to sarapa tumhara bahut yaad aaya
zaval-e-jism ko dekho to kuchh ehsas ho is ka
bikharta zarra zarra koi sahra kaisa lagta hai
dam-ba-dam mujh pe chala kar talvar
ek patthar ko jila di us ne
falak par uDte jaate baadalon ko dekhtaa huun main
havaa kahti hai mujh se ye tamaashaa kaisaa lagtaa hai
ye qaid hai to rihaai bhi ab zaruri hai
kisi bhi samt koi raasta mile to sahi
din guzarte hain guzarte hi chale jaate hain
ek lamha jo kisi tarah guzartaa hi nahin
lauT gae sab soch ke ghar mein koi nahin hai
aur ye ham ki andheraa kar ke baiTh gae hain
utre the maidaan mein sab kuchh Thiik kareinge
sab kuchh ulTaa sidhaa kar ke baiTh gae hain
logon ne bahut chaahaa apnaa saa banaa Daalein
par ham ne ki apne ko insaan bahut rakkhaa
Ghazalग़ज़ल
kisi kaa qahr kisi ki duaa mile to sahi
किसी का क़हर किसी की दुआ मिले तो सही
kuchh apnaa pata de kar hairaan bahut rakkhaa
कुछ अपना पता दे कर हैरान बहुत रक्खा
kabhi dekho to maujon kaa taDapnaa kaisaa lagtaa hai
कभी देखो तो मौजों का तड़पना कैसा लगता है
kitni mahbub thi zindagi kuchh nahin kuchh nahin
कितनी महबूब थी ज़िंदगी कुछ नहीं कुछ नहीं
paanv rukte hi nahin zehn Thahartaa hi nahin
पाँव रुकते ही नहीं ज़ेहन ठहरता ही नहीं
kisi dasht o dar se guzarnaa bhi kyaa
किसी दश्त ओ दर से गुज़रना भी क्या





