badan par is-qadar barish mire hoti hai boson ki
ki jab banhen tiri mujh par khuli hon Daliyan ban kar

Abdul Mannan Samadi
Abdul Mannan Samadi
Sherशेर
See all 7 →badan par is-qadar barish mire hoti hai boson ki
बदन पर इस-क़दर बारिश मिरे होती है बोसों की
ulaT kar jab bhi dekhi hai kitab-e-zindagi ham ne
उलट कर जब भी देखी है किताब-ए-ज़िंदगी हम ने
vahi rusva.i ka meri sabab akhir bane maula
वही रुस्वाई का मेरी सबब आख़िर बने मौला
tasavvur ki hadon se duur ja kar kaise dekhenge
तसव्वुर की हदों से दूर जा कर कैसे देखेंगे
kuchh badan ke the taqaze kuchh shararat dil ki thi
कुछ बदन के थे तक़ाज़े कुछ शरारत दिल की थी
parinde sab nahin zindan men maare ga.e hain
परिंदे सब नहीं ज़िंदान में मारे गए हैं
Popular Sher & Shayari
14 totalulaT kar jab bhi dekhi hai kitab-e-zindagi ham ne
to har ik lafz ke pichhe koi ik hadisa nikla
vahi rusva.i ka meri sabab akhir bane maula
vahi jo log kal shamen suhani karne vaale the
tasavvur ki hadon se duur ja kar kaise dekhenge
agar tum se ta'alluq gha.ebana bhi nahin hoga
kuchh badan ke the taqaze kuchh shararat dil ki thi
aaj lekin ishq apna javedan hone ko tha
parinde sab nahin zindan men maare ga.e hain
qafas men kuchh to kuchh naql-e-makani men mare hain
parinde sab nahin zindaan mein maare gae hain
qafas mein kuchh to kuchh naql-e-makaani mein mare hain
ulaT kar jab bhi dekhi hai kitaab-e-zindagi ham ne
to har ik lafz ke pichhe koi ik haadisa niklaa
badan par is-qadar baarish mire hoti hai boson ki
ki jab baanhein tiri mujh par khuli hon Daaliyaan ban kar
vahi rusvaai kaa meri sabab aakhir bane maulaa
vahi jo log kal shaamein suhaani karne vaale the
vahi ik qissa ab tak dhyaan mein raushan nahin hotaa
tasalsul jis se vaabasta hai pichhli daastaanon kaa
tasavvur ki hadon se duur jaa kar kaise dekheinge
agar tum se ta'alluq ghaaebaana bhi nahin hogaa
Ghazalग़ज़ल
kaise ruk saktaa thaa jo kaar-e-ziyaan hone ko thaa
कैसे रुक सकता था जो कार-ए-ज़ियाँ होने को था
dosto zindagi amaanat hai
दोस्तो ज़िंदगी अमानत है
zindagi tujh se pyaar kyaa karte
ज़िंदगी तुझ से प्यार क्या करते
kisi ke chhuT jaane kaa use kyon gham nahin hotaa
किसी के छूट जाने का उसे क्यों ग़म नहीं होता
haqiqat mein mare hain kuchh kahaani mein mare hain
हक़ीक़त में मरे हैं कुछ कहानी में मरे हैं
khabar kuchh nahin mujh ko miraa anjaam kyaa hogaa
ख़बर कुछ नहीं मुझ को मिरा अंजाम क्या होगा





