Sher
pukhta kar le ai zahid apna iman
masjid se pahle mai-khana paDta hai

Abdul Waqar
pukhta kar le ai zahid apna iman
masjid se pahle mai-khana paDta hai
baton ki qimat jab ghaTne lagti hai
tab ashkon ko kaam men laana paDta hai
pahle aansu se dil halka hota tha
ab ankhon se khuun bahana paDta hai
pahle aansu se dil halkaa hotaa thaa
ab aankhon se khuun bahaanaa paDtaa hai
baaton ki qimat jab ghaTne lagti hai
tab ashkon ko kaam mein laanaa paDtaa hai
pukhta kar le ai zaahid apnaa imaan
masjid se pahle mai-khaana paDtaa hai
pahle paidal paidal jaayaa karte the
पहले पैदल पैदल जाया करते थे
dard kaa silsila nikal aayaa
दर्द का सिलसिला निकल आया
tum siyaasat mein ho jo chaahe nayaa karte raho
तुम सियासत में हो जो चाहे नया करते रहो
jab un ke kuche mein jaanaa paDtaa hai
जब उन के कूचे में जाना पड़ता है
ye dil hai ab tumhaaraa bolte hain
ये दिल है अब तुम्हारा बोलते हैं