dard bakhsha chain chhina dil ke TukDe kar diye
haa.e kis zalim pe main ne bhi bharosa kar liya

Abdullateef Shauq
Abdullateef Shauq
Sherशेर
See all 10 →dard bakhsha chain chhina dil ke TukDe kar diye
दर्द बख़्शा चैन छीना दिल के टुकड़े कर दिए
but yahan milte nahin hain ya khuda milta nahin
बुत यहाँ मिलते नहीं हैं या ख़ुदा मिलता नहीं
dil diya vahshat liya aur khud ko rusva kar liya
दिल दिया वहशत लिया और ख़ुद को रुस्वा कर लिया
apni surat dekhna ho apne dil men dekhiye
अपनी सूरत देखना हो अपने दिल में देखिए
takhrib ke parde men hi ta.amir hai saaqi
तख़रीब के पर्दे में ही ता'मीर है साक़ी
DhunDhta phirta hai mujh ko kyuun fareb-e-rang-o-bu
ढूँढता फिरता है मुझ को क्यूँ फ़रेब-ए-रंग-ओ-बू
Popular Sher & Shayari
20 totalbut yahan milte nahin hain ya khuda milta nahin
azm mustahkam to ho duniya men kya milta nahin
dil diya vahshat liya aur khud ko rusva kar liya
mukhtasar si zindagi men main ne kya kya kar liya
apni surat dekhna ho apne dil men dekhiye
dil sa duniya men koi bhi aa.ina milta nahin
takhrib ke parde men hi ta.amir hai saaqi
shisha koi pighla hai to paimana bana hai
DhunDhta phirta hai mujh ko kyuun fareb-e-rang-o-bu
main vahan huun khud jahan apna pata milta nahin
dard bakhshaa chain chhinaa dil ke TukDe kar diye
haae kis zaalim pe main ne bhi bharosa kar liyaa
mujh ko kisi yazid ki baiat nahin qubul
neze ye rakkho aao miraa sar bhi le chalo
takhrib ke parde mein hi taamir hai saaqi
shisha koi pighlaa hai to paimaana banaa hai
apni surat dekhnaa ho apne dil mein dekhiye
dil saa duniyaa mein koi bhi aaina miltaa nahin
dil diyaa vahshat liyaa aur khud ko rusvaa kar liyaa
mukhtasar si zindagi mein main ne kyaa kyaa kar liyaa
but yahaan milte nahin hain yaa khudaa miltaa nahin
azm mustahkam to ho duniyaa mein kyaa miltaa nahin
Ghazalग़ज़ल
khinch kar khalvat-kade se daar tak laai mujhe
खींच कर ख़ल्वत-कदे से दार तक लाई मुझे
chaDh ke daar-o-rasan par ye kyaa de gayaa
चढ़ के दार-ओ-रसन पर ये क्या दे गया
laghzish-e-saaqi-e-mai-khaana khudaa khair kare
लग़्ज़िश-ए-साक़ी-ए-मय-ख़ाना ख़ुदा ख़ैर करे
but yahaan milte nahin hain yaa khudaa miltaa nahin
बुत यहाँ मिलते नहीं हैं या ख़ुदा मिलता नहीं
kahaan hai jeb aur daaman kahaan hai
कहाँ है जेब और दामन कहाँ है
mat puchh ki ulfat mein jafaa kaun karegaa
मत पूछ कि उल्फ़त में जफ़ा कौन करेगा





