main teri chaah men jhuTa havas men sachcha huun
bura samajh le magar dusron se achchha huun

Abdur Rahim Nashtar
Abdur Rahim Nashtar
Sherशेर
See all 14 →main teri chaah men jhuTa havas men sachcha huun
मैं तेरी चाह में झूटा हवस में सच्चा हूँ
patthar ne pukara tha main avaz ki dhun men
पत्थर ने पुकारा था मैं आवाज़ की धुन में
apni hi zaat ke sahra men sulagte hue log
अपनी ही ज़ात के सहरा में सुलगते हुए लोग
us ne chalte chalte lafzon ka zahrab
उस ने चलते चलते लफ़्ज़ों का ज़हराब
phir ik na.e safar pe chala huun makan se
फिर इक नए सफ़र पे चला हूँ मकान से
main bhi talab ka Thahra hua paani tha kabhi
मैं भी तालाब का ठहरा हुआ पानी था कभी
Popular Sher & Shayari
28 totalpatthar ne pukara tha main avaz ki dhun men
maujon ki tarah charon taraf phail gaya huun
apni hi zaat ke sahra men sulagte hue log
apni parchha.in se Takra.e hayyulon se mile
us ne chalte chalte lafzon ka zahrab
mere jazbon ki pyali men Daal diya
phir ik na.e safar pe chala huun makan se
koi pukarta hai mujhe asman se
main bhi talab ka Thahra hua paani tha kabhi
ek patthar ne ravan dhaar kiya hai mujh ko
phir ik nae safar pe chalaa huun makaan se
koi pukaartaa hai mujhe aasmaan se
vo so rahaa hai khudaa duur aasmaanon mein
farishte loriyaan gaate hain us ke kaanon mein
main teri chaah mein jhuTaa havas mein sachchaa huun
buraa samajh le magar dusron se achchhaa huun
aavaaz de rahaa hai akelaa khudaa mujhe
main us ko sun rahaa huun havaaon ke kaan se
vo ajnabi tiri baanhon mein jo rahaa shab bhar
kise khabar ki vo din bhar kahaan rahaa hogaa
main bhi taalaab kaa Thahraa huaa paani thaa kabhi
ek patthar ne ravaan dhaar kiyaa hai mujh ko
Ghazalग़ज़ल
phuul saa jism na raste mein jalaayaa kijiye
फूल सा जिस्म न रस्ते में जलाया कीजिए
panchhiyon ke ru-ba-ru kyaa zikr-e-naadaari karun
पंछियों के रू-ब-रू क्या ज़िक्र-ए-नादारी करूँ
vo shakhs jis ne khud apnaa lahu piyaa hogaa
वो शख़्स जिस ने ख़ुद अपना लहू पिया होगा
main teri chaah mein jhuTaa havas mein sachchaa huun
मैं तेरी चाह में झूटा हवस में सच्चा हूँ
vo so rahaa hai khudaa duur aasmaanon mein
वो सो रहा है ख़ुदा दूर आसमानों में
ukhaDti saans ki antim pukaar ho jaaun
उखड़ती साँस की अंतिम पुकार हो जाऊँ





