abhi se mat mire kirdar ko mara hua jaan
tire fasane men zikr aa.ega dobara mira

Abdurrahman Wasif
Abdurrahman Wasif
Sherशेर
See all 10 →abhi se mat mire kirdar ko mara hua jaan
अभी से मत मिरे किरदार को मरा हुआ जान
ik intizar men qaa.em hai is charagh ki lau
इक इंतिज़ार में क़ाएम है इस चराग़ की लौ
saath dene ki baat saare karen
साथ देने की बात सारे करें
mujhe ab aa ga.e hain nafraton ke biij bone
मुझे अब आ गए हैं नफ़रतों के बीज बोने
koi charagh miri samt bhi ravana karo
कोई चराग़ मिरी सम्त भी रवाना करो
thamunga nahin ab ke munajat ka daman
थामूँगा नहीं अब के मुनाजात का दामन
Popular Sher & Shayari
20 totalik intizar men qaa.em hai is charagh ki lau
ik ehtimam men kamre ka dar khula hua hai
saath dene ki baat saare karen
aur nibha.e koi koi mire dost
mujhe ab aa ga.e hain nafraton ke biij bone
so mera haq ye banta hai ki sardari karunga
koi charagh miri samt bhi ravana karo
bahut dinon se andhera mire vajud men hai
thamunga nahin ab ke munajat ka daman
dil tujh se uTha aur tire dar se uTha main
abhi se mat mire kirdaar ko maraa huaa jaan
tire fasaane mein zikr aaegaa dobaaraa miraa
ik intizaar mein qaaem hai is charaagh ki lau
ik ehtimaam mein kamre kaa dar khulaa huaa hai
saath dene ki baat saare karein
aur nibhaae koi koi mire dost
mujhe ab aa gae hain nafraton ke biij bone
so meraa haq ye bantaa hai ki sardaari karungaa
koi charaagh miri samt bhi ravaana karo
bahut dinon se andheraa mire vajud mein hai
ye teraa maal kisi roz Das hi legaa tujhe
agar tu is mein se khairaat kuchh nahin karegaa
Ghazalग़ज़ल
mez qalam qirtaas daricha sannaaTaa
मेज़ क़लम क़िर्तास दरीचा सन्नाटा
fareb-e-zaar mohabbat-nagar khulaa huaa hai
फ़रेब-ए-ज़ार मोहब्बत-नगर खुला हुआ है
agar tum rok do izhaar-e-laachaari karungaa
अगर तुम रोक दो इज़हार-ए-लाचारी करूँगा
gumaan toD chukaa main magar nahin koi hai
गुमान तोड़ चुका मैं मगर नहीं कोई है
ye mat samajh ki tire saath kuchh nahin karegaa
ये मत समझ कि तिरे साथ कुछ नहीं करेगा
ye kaun mere alaava mire vajud mein hai
ये कौन मेरे अलावा मिरे वजूद में है





