ghaur se dekhte rahne ki saza paa.i hai
teri tasvir in ankhon men utar aa.i hai

Abhinandan Pandey
Abhinandan Pandey
Sherशेर
See all 10 →ghaur se dekhte rahne ki saza paa.i hai
ग़ौर से देखते रहने की सज़ा पाई है
nasl-e-adam rafta rafta khud ko kar legi tabah
नस्ल-ए-आदम रफ़्ता रफ़्ता ख़ुद को कर लेगी तबाह
darmiyan jo jism ka parda hai kaise hoga chaak
दरमियाँ जो जिस्म का पर्दा है कैसे होगा चाक
chahen to is ko tegh-e-khamoshi se kaaT den
चाहें तो इस को तेग़-ए-ख़मोशी से काट दें
us ne to yuun hi puchh liya tha ki koi hai
उस ने तो यूँ ही पूछ लिया था कि कोई है
main tire shokh labon par to abhi aaya huun
मैं तिरे शोख़ लबों पर तो अभी आया हूँ
Popular Sher & Shayari
20 totalnasl-e-adam rafta rafta khud ko kar legi tabah
itni sakhti se qayamat pesh aa.egi na puchh
darmiyan jo jism ka parda hai kaise hoga chaak
maut kis tarkib se ham ko mila.egi na puchh
chahen to is ko tegh-e-khamoshi se kaaT den
lekin junun se jang zabani karenge ham
us ne to yuun hi puchh liya tha ki koi hai
mahfil men uTha shor ba-yak-lakht ki ham ham
main tire shokh labon par to abhi aaya huun
is se pahle tiri ankhon men savalat sa tha
nasl-e-aadam rafta rafta khud ko kar legi tabaah
itni sakhti se qayaamat pesh aaegi na puchh
darmiyaan jo jism kaa parda hai kaise hogaa chaak
maut kis tarkib se ham ko milaaegi na puchh
khud-kushi kaa faisla ye soch kar ham ne kiyaa
kaun kartaa zindagi kaa maut se achchhaa ilaaj
ghaur se dekhte rahne ki sazaa paai hai
teri tasvir in aankhon mein utar aai hai
savaal aa gae aankhon se chhin ke honTon par
hamein javaab na dene kaa faaeda to milaa
jab yahaan rahne ke sab asbaab yakjaa kar liye
tab khulaa mujh par ki main duniyaa kaa baashinda na thaa
Ghazalग़ज़ल
raushni ki ye havas kyaa kyaa jalaaegi na puchh
रौशनी की ये हवस क्या क्या जलाएगी न पूछ
jazb hotaa jaa rahaa hai dil mein dard-e-laa-ilaaj
जज़्ब होता जा रहा है दिल में दर्द-ए-ला-इलाज
khushnumaa dhun pe raqam dard ke naghmaat saa thaa
ख़ुशनुमा धुन पे रक़म दर्द के नग़्मात सा था
muddaaa jo zehn se uTThaa thaa vo bejaa na thaa
मुद्दआ जो ज़ेहन से उट्ठा था वो बेजा न था
vaqt kai bosida kaaghaz pe raqam hone ko hai
वक़्त कै बोसीदा काग़ज़ पे रक़म होने को है
dil dasht hai to ashk-fishaani kareinge ham
दिल दश्त है तो अश्क-फ़िशानी करेंगे हम





