agar teri tarah tabligh karta pir-e-mai-khana
to duniya-bhar men vaa.iz mai-kashi hi mai-kashi hoti

Abu Mohammad Wasil Bahraichi
Abu Mohammad Wasil Bahraichi
Sherशेर
See all 17 →agar teri tarah tabligh karta pir-e-mai-khana
अगर तेरी तरह तब्लीग़ करता पीर-ए-मय-ख़ाना
1 views
mujhe vo baton baton men agar divana kah dete
मुझे वो बातों बातों में अगर दीवाना कह देते
vafadari ghurur-e-be-rukhi ko khatm kar degi
वफ़ादारी ग़ुरूर-ए-बे-रुख़ी को ख़त्म कर देगी
tire khayal men main huun mire khayal men tu
तिरे ख़याल में मैं हूँ मिरे ख़याल में तू
masrur ho rahe hain gham-e-ashiqi se ham
मसरूर हो रहे हैं ग़म-ए-आशिक़ी से हम
hansa karte hain akasr log divanon ki baton par
हँसा करते हैं अक्सर लोग दीवानों की बातों पर
Popular Sher & Shayari
34 totalmujhe vo baton baton men agar divana kah dete
to divanon men meri mo'atabar divangi hoti
vafadari ghurur-e-be-rukhi ko khatm kar degi
ziyada to nahin kuchh din rahen vo bad-guman shayad
tire khayal men main huun mire khayal men tu
mire baghair tiri dastan rahe na rahe
masrur ho rahe hain gham-e-ashiqi se ham
kyuun tang honge kashmakash-e-zindagi se ham
hansa karte hain akasr log divanon ki baton par
jahan vaale nahin samjhe mohabbat ki zaban shayad
mujhe vo baaton baaton mein agar divaana kah dete
to divaanon mein meri mo'atabar divaangi hoti
vafaadaari ghurur-e-be-rukhi ko khatm kar degi
ziyaada to nahin kuchh din rahein vo bad-gumaan shaayad
hansaa karte hain akasr log divaanon ki baaton par
jahaan vaale nahin samjhe mohabbat ki zabaan shaayad
agar teri tarah tabligh kartaa pir-e-mai-khaana
to duniyaa-bhar mein vaaiz mai-kashi hi mai-kashi hoti
mizaaj-e-husn to ik haal par rahaa qaaem
luTaane vaalon ne sab kuchh luTaa ke dekh liyaa
dil ke aaine mein jab aap ki surat dekhi
jis ko dhokaa main samajhtaa thaa vo dhokaa bhi gayaa
Ghazalग़ज़ल
kaarvaan ishq ki manzil ke qarin aa pahunchaa
कारवाँ इश्क़ की मंज़िल के क़रीं आ पहुँचा
aage vo jaa bhi chuke lutf-e-nazaara bhi gayaa
आगे वो जा भी चुके लुत्फ़-ए-नज़ारा भी गया
ye bandagi kaa sadaa ab samaan rahe na rahe
ये बंदगी का सदा अब समाँ रहे न रहे
agar meri jabin-e-shauq vaqf-e-bandagi hoti
अगर मेरी जबीन-ए-शौक़ वक़्फ़-ए-बंदगी होती
masrur ho rahe hain gham-e-'aashiqi se ham
मसरूर हो रहे हैं ग़म-ए-'आशिक़ी से हम
dil mein un kaa khayaal aataa hai
दिल में उन का ख़याल आता है





