ek ho jaa.en to ban sakte hain khurshid-e-mubin
varna in bikhre hue taron se kya kaam bane
Abul Mujahid Zahid
Abul Mujahid Zahid
Sherशेर
See all 10 →ek ho jaa.en to ban sakte hain khurshid-e-mubin
एक हो जाएँ तो बन सकते हैं ख़ुर्शीद-ए-मुबीं
tamam umr khushi ki talash men guzri
तमाम उम्र ख़ुशी की तलाश में गुज़री
mila na ghar se nikal kar bhi chain ai 'zahid'
मिला न घर से निकल कर भी चैन ऐ 'ज़ाहिद'
log chun len jis ki tahriren havalon ke liye
लोग चुन लें जिस की तहरीरें हवालों के लिए
jo sote hain nahin kuchh zikr un ka vo to sote hain
जो सोते हैं नहीं कुछ ज़िक्र उन का वो तो सोते हैं
ye nahin ki tu ne bheja hi nahin payam koi
ये नहीं कि तू ने भेजा ही नहीं पयाम कोई
Popular Sher & Shayari
20 totaltamam umr khushi ki talash men guzri
tamam umr taraste rahe khushi ke liye
mila na ghar se nikal kar bhi chain ai 'zahid'
khuli faza men vahi zahr tha jo ghar men tha
log chun len jis ki tahriren havalon ke liye
zindagi ki vo kitab-e-mo'tabar ho ja.iye
jo sote hain nahin kuchh zikr un ka vo to sote hain
magar jo jagte hain un men bhi bedar kitne hain
ye nahin ki tu ne bheja hi nahin payam koi
magar ik vahi na aaya jo payam chahte hain
ek ho jaaein to ban sakte hain khurshid-e-mubin
varna in bikhre hue taaron se kyaa kaam bane
tamaam umr khushi ki talaash mein guzri
tamaam umr taraste rahe khushi ke liye
milaa na ghar se nikal kar bhi chain ai 'zaahid'
khuli fazaa mein vahi zahr thaa jo ghar mein thaa
log chun lein jis ki tahrirein havaalon ke liye
zindagi ki vo kitaab-e-mo'tabar ho jaaiye
jo sote hain nahin kuchh zikr un kaa vo to sote hain
magar jo jaagte hain un mein bhi bedaar kitne hain
nai sahar ke hasin suraj tujhe gharibon se vaasta kyaa
jahaan ujaalaa hai sim-o-zar kaa vahin tiri raushni milegi
Ghazalग़ज़ल
gayaa to husn na divaar mein na dar mein thaa
गया तो हुस्न न दीवार में न दर में था
qafas se chhuTne pe shaad the ham ki lazzat-e-zindagi milegi
क़फ़स से छुटने पे शाद थे हम कि लज़्ज़त-ए-ज़िंदगी मिलेगी
gila kis se karein aghyaar-e-dil-aazaar kitne hain
गिला किस से करें अग़्यार-ए-दिल-आज़ार कितने हैं
tajdid-e-rivaayaat-e-kuhan karte raheinge
तज्दीद-ए-रिवायात-ए-कुहन करते रहेंगे
is tarah mahv-e-jamaal-e-mo'atabar ho jaaiye
इस तरह महव-ए-जमाल-ए-मो'तबर हो जाइए
nai subh chaahte hain nai shaam chaahte hain
नई सुब्ह चाहते हैं नई शाम चाहते हैं





