azadiyon ke shauq o havas ne hamen 'adil'
ik ajnabi zamin ka qaidi bana diya

Adeel Zaidi
Adeel Zaidi
Sherशेर
See all 23 →azadiyon ke shauq o havas ne hamen 'adil'
आज़ादियों के शौक़ ओ हवस ने हमें 'अदील'
ehsan-e-rab mohabbaten itni milin 'adil'
एहसान-ए-रब मोहब्बतें इतनी मिलीं 'अदील'
jis ka sakin hai miri zaat men ab tak zinda
जिस का साकिन है मिरी ज़ात में अब तक ज़िंदा
mira dil TuuT jaane par miyan hairat bhala kaisi
मिरा दिल टूट जाने पर मियाँ हैरत भला कैसी
mujhe to lagta hai jaise ye ka.enat tamam
मुझे तो लगता है जैसे ये काएनात तमाम
tujh se juda hue to ye ho ja.enge juda
तुझ से जुदा हुए तो ये हो जाएँगे जुदा
Popular Sher & Shayari
46 totalehsan-e-rab mohabbaten itni milin 'adil'
is umr-e-mukhtasar men na lauTa sakenge ham
jis ka sakin hai miri zaat men ab tak zinda
phuul us qabr pe ja kar main chaDha.un kaise
mira dil TuuT jaane par miyan hairat bhala kaisi
agar rasta badal jaa.e sitare TuuT jaate hain
mujhe to lagta hai jaise ye ka.enat tamam
hai bazgasht yaqinan sada kisi ki nahin
tujh se juda hue to ye ho ja.enge juda
baaqi kahan rahenge ye saa.e tire baghair
aazaadiyon ke shauq o havas ne hamein 'adil'
ik ajnabi zamin kaa qaidi banaa diyaa
kahaan ke maahir-o-kaamil ho tum hunar mein 'adil'
tumhaare kaam to parvardigaar kartaa hai
miraa dil TuuT jaane par miyaan hairat bhalaa kaisi
agar rasta badal jaae sitaare TuuT jaate hain
tu mujh se duur chali jaae ain mumkin hai
magar vo aks jo meri nazar mein rahtaa hai
judaa jo ho gae tasbih-e-roz-o-shab se 'adil'
main zindagi mein vo daane piro nahin saktaa
de hausle ki daad ki ham tere gham mein aaj
baiThe hain mahfilon ko sajaae tire baghair
Ghazalग़ज़ल
rah-e-khizaan mein talaash-e-bahaar karte rahe
रह-ए-ख़िज़ाँ में तलाश-ए-बहार करते रहे
vaqt mushkil hai ataa kar do zaraa thoDi si
वक़्त मुश्किल है अता कर दो ज़रा थोड़ी सी
jahaan-e-ilm kaa baab-e-nisaab hote hue
जहान-ए-इल्म का बाब-ए-निसाब होते हुए
ye zamini bhi hai zamaani bhi
ये ज़मीनी भी है ज़मानी भी
bas lamhe bhar mein faisla karnaa paDaa mujhe
बस लम्हे भर में फ़ैसला करना पड़ा मुझे
naam suntaa huun tiraa jab bhare sansaar ke biich
नाम सुनता हूँ तिरा जब भरे संसार के बीच





