ham kahan honge na jaane is tamasha-gah men
kis tamasha.i se pahle kis tamasha.i ke ba.ad

Afsar Mahpuri
Afsar Mahpuri
Sherशेर
See all 8 →ham kahan honge na jaane is tamasha-gah men
हम कहाँ होंगे न जाने इस तमाशा-गाह में
na jaane is qadar kyuun aap divane se Darte hain
न जाने इस क़दर क्यूँ आप दीवाने से डरते हैं
bahar aa.egi gulshan men to dar-o-gir bhi hogi
बहार आएगी गुलशन में तो दार-ओ-गीर भी होगी
kahan thi manzil-e-maqsud apni qismat men
कहाँ थी मंज़िल-ए-मक़्सूद अपनी क़िस्मत में
ham to us vaqt samajhte hain ki aati hai bahar
हम तो उस वक़्त समझते हैं कि आती है बहार
ye irtiqa-e-bashar ki hai kaun si manzil
ये इर्तिक़ा-ए-बशर की है कौन सी मंज़िल
Popular Sher & Shayari
16 totalna jaane is qadar kyuun aap divane se Darte hain
charagh-e-anjuman hain aur parvane se Darte hain
bahar aa.egi gulshan men to dar-o-gir bhi hogi
jahan ahl-e-junun honge vahan zanjir bhi hogi
kahan thi manzil-e-maqsud apni qismat men
kisi ki rahguzar bhi mili hai mushkil se
ham to us vaqt samajhte hain ki aati hai bahar
dasht se jab koi jhankar si aa jaati hai
ye irtiqa-e-bashar ki hai kaun si manzil
ki is ki zad men khuda bhi hai ka.enat bhi hai
ham kahaan honge na jaane is tamaashaa-gaah mein
kis tamaashaai se pahle kis tamaashaai ke baad
na jaane is qadar kyuun aap divaane se Darte hain
charaagh-e-anjuman hain aur parvaane se Darte hain
kahaan thi manzil-e-maqsud apni qismat mein
kisi ki raahguzar bhi mili hai mushkil se
ham to us vaqt samajhte hain ki aati hai bahaar
dasht se jab koi jhankaar si aa jaati hai
bahaar aaegi gulshan mein to daar-o-gir bhi hogi
jahaan ahl-e-junun honge vahaan zanjir bhi hogi
ye irtiqaa-e-bashar ki hai kaun si manzil
ki is ki zad mein khudaa bhi hai kaaenaat bhi hai
Ghazalग़ज़ल
gham-e-hayaat ke pesh-o-aqab nahin paDhtaa
ग़म-ए-हयात के पेश-ओ-अक़ब नहीं पढ़ता
mere liye saahil kaa nazaaraa bhi bahut hai
मेरे लिए साहिल का नज़ारा भी बहुत है
ajiib chiiz mohabbat ki vaardaat bhi hai
अजीब चीज़ मोहब्बत की वारदात भी है
bahaar aaegi gulshan mein to daar-o-gir bhi hogi
बहार आएगी गुलशन में तो दार-ओ-गीर भी होगी
shab ko paazeb ki jhankaar si aa jaati hai
शब को पाज़ेब की झंकार सी आ जाती है
kyaa bataaein haal-e-dil un ki shanaasaai ke baad
क्या बताएँ हाल-ए-दिल उन की शनासाई के ब'अद





