qarib-e-marg huun lillah a.ina rakh do
gale se mere lipaT jaao phir nikhar lena
Agha Hajju Sharaf
Agha Hajju Sharaf
Sherशेर
See all 25 →qarib-e-marg huun lillah a.ina rakh do
क़रीब-ए-मर्ग हूँ लिल्लाह आईना रख दो
tez kab tak hogi kab tak baaDh rakkhi ja.egi
तेज़ कब तक होगी कब तक बाढ़ रक्खी जाएगी
shakh-e-gul jhuum ke gulzar men sidhi jo hui
शाख़-ए-गुल झूम के गुलज़ार में सीधी जो हुई
ishq ho ja.ega meri dastan-e-ishq se
इश्क़ हो जाएगा मेरी दास्तान-ए-इश्क़ से
likkha hai jo taqdir men hoga vahi ai dil
लिक्खा है जो तक़दीर में होगा वही ऐ दिल
ragDi hain eDiyan to hui hai ye mustajab
रगड़ी हैं एड़ियाँ तो हुई है ये मुस्तजाब
Popular Sher & Shayari
50 totaltez kab tak hogi kab tak baaDh rakkhi ja.egi
ab to ai qatil tiri shamshir aadhi rah ga.i
shakh-e-gul jhuum ke gulzar men sidhi jo hui
phir gaya aankh men naqsha tiri angDa.i ka
ishq ho ja.ega meri dastan-e-ishq se
raat bhar jaaga karoge is kahani ke liye
likkha hai jo taqdir men hoga vahi ai dil
sharminda na karna mujhe tu dast-e-dua ka
ragDi hain eDiyan to hui hai ye mustajab
kis ajizi se ki hai dua kuchh na puchhiye
mujid jo nuur kaa hai vo meraa charaagh hai
parvaana huun main anjuman-e-kaaenaat kaa
ishq ho jaaegaa meri daastaan-e-ishq se
raat bhar jaagaa karoge is kahaani ke liye
likkhaa hai jo taqdir mein hogaa vahi ai dil
sharminda na karnaa mujhe tu dast-e-duaa kaa
be-vafaa tum baa-vafaa main dekhiye hotaa hai kyaa
ghaiz mein aane ko tum ho mujh ko pyaar aane ko hai
kabhi jo yaar ko dekhaa to khvaab mein dekhaa
miri muraad bhi aai to mustaaar aai
shaakh-e-gul jhuum ke gulzaar mein sidhi jo hui
phir gayaa aankh mein naqsha tiri angDaai kaa
Ghazalग़ज़ल
havas gulzaar ki misl-e-anaadil ham bhi rakhte the
हवस गुलज़ार की मिस्ल-ए-अनादिल हम भी रखते थे
uD kar suraagh-e-kucha-e-dilbar lagaaiye
उड़ कर सुराग़-ए-कूचा-ए-दिलबर लगाइए
ishq-e-dahan mein guzri hai kyaa kuchh na puchhiye
इश्क़-ए-दहन में गुज़री है क्या कुछ न पूछिए
jab se huaa hai ishq tire ism-e-zaat kaa
जब से हुआ है इश्क़ तिरे इस्म-ए-ज़ात का
tirchhi nazar na ho taraf-e-dil to kyaa karun
तिरछी नज़र न हो तरफ़-ए-दिल तो क्या करूँ
aalam mein hare honge ashjaar jo main royaa
आलम में हरे होंगे अश्जार जो मैं रोया





