"main ne ik baar mohabbat se na dekha us ko jis ne har baar mohabbat se mujhe dekha hai"

Aharas Siddiqui
Aharas siddiqui
Sherशेर
See all 9 →main ne ik baar mohabbat se na dekha us ko
मैं ने इक बार मोहब्बत से न देखा उस को
phir nahin mere siva koi bhi hota tera
फिर नहीं मेरे सिवा कोई भी होता तेरा
TuTega aap ka dil khadsha hai ye mujhe
टूटेगा आप का दिल ख़दशा है ये मुझे
jise ek par ek dhoka mila ho
जिसे एक पर एक धोका मिला हो
ik musalsal dhaDak phir yakayak sukun
इक मुसलसल धड़क फिर यकायक सुकूँ
'ishq ki intiha men ye jaana
'इश्क़ की इंतिहा में ये जाना
Popular Sher & Shayari
18 total"phir nahin mere siva koi bhi hota tera tu agar jaan ye jaata ki mohabbat kya hai"
"TuTega aap ka dil khadsha hai ye mujhe zinhar mujh se nisbat rakhiye na aap bhi"
"jise ek par ek dhoka mila ho vo kaise kisi par bharosa karega"
"ik musalsal dhaDak phir yakayak sukun un ke dekhe se dil ka 'ajab haal hai"
"'ishq ki intiha men ye jaana saari mushkil hi ibtida ki hai"
dekh lein aap bhi raunaqein khuld ki
shaikh ji aaj chaliye chalein mai-kade
dekhe hai un ki zulf ko har roz aaina
'ahras' siyaah-bakht ko ye bhi nahin nasib
zindagi Dhote hue log kahaan tak jaaein
koi is sang-e-garaan se nahin bach paayaa hai
ik musalsal dhaDak phir yakaayak sukun
un ke dekhe se dil kaa 'ajab haal hai
phir nahin mere sivaa koi bhi hotaa teraa
tu agar jaan ye jaataa ki mohabbat kyaa hai
TuTegaa aap kaa dil khadsha hai ye mujhe
zinhaar mujh se nisbat rakhiye na aap bhi
Ghazalग़ज़ल
daulat-e-husn mujh par luTaa dijiye
दौलत-ए-हुस्न मुझ पर लुटा दीजिए
kaun jaane kidhar jaa rahaa hai bashar
कौन जाने किधर जा रहा है बशर
mujhe yaad hasb-e-zarurat kare hai
मुझे याद हस्ब-ए-ज़रूरत करे है
abhi ik daf'a thi mili nazar hue dilrubaa ki bichhaD gae
अभी इक दफ़'अ थी मिली नज़र हुए दिलरुबा कि बिछड़ गए
ghuT-ghuT ke apne dil ki marammat karegaa kaun
घुट-घुट के अपने दिल की मरम्मत करेगा कौन





