Sher
alfaz ki ada.egi tarz-e-bayan siikh
karna agar hai ishq to urdu zaban siikh

Ahmad Alvi
alfaz ki ada.egi tarz-e-bayan siikh
अल्फ़ाज़ की अदाएगी तर्ज़-ए-बयान सीख
do sagi bahnon ki do ganjon se shadi ho ga.i
दो सगी बहनों की दो गंजों से शादी हो गई
karenge ankh-maTakka vo kya paDosan se
करेंगे आँख-मटक्का वो क्या पड़ोसन से
mohabbaton men to kuchh bhi pata nahin lagta
मोहब्बतों में तो कुछ भी पता नहीं लगता
khuda ka shukr hai chakkar ka.i se hain apne
ख़ुदा का शुक्र है चक्कर कई से हैं अपने
suna ye hai bana karte hain joDe asmanon par
सुना ये है बना करते हैं जोड़े आसमानों पर
alfaz ki ada.egi tarz-e-bayan siikh
karna agar hai ishq to urdu zaban siikh
do sagi bahnon ki do ganjon se shadi ho ga.i
aur ye be-zulf bhi ham-zulf kahlane lage
karenge ankh-maTakka vo kya paDosan se
jo log apni hi biivi ko Dar ke dekhte hain
mohabbaton men to kuchh bhi pata nahin lagta
bahut bura hai vo phir bhi bura nahin lagta
khuda ka shukr hai chakkar ka.i se hain apne
bas ek biivi pe dar-o-madar thoDi hai
suna ye hai bana karte hain joDe asmanon par
to ye samjhen ki har biivi bala-e-asmani hai
kareinge aankh-maTakkaa vo kyaa paDosan se
jo log apni hi biivi ko Dar ke dekhte hain
do sagi bahnon ki do ganjon se shaadi ho gai
aur ye be-zulf bhi ham-zulf kahlaane lage
is se pahle udhaar tu maange
main tiraa shahr chhoD jaaungaa
main hi tum ko phuTi aankh nahin bhaati
tum ne sab se pyaar ke pech laDaae hain
jab se makaan badal gaiin donon paDosanein
lagtaa nahin hai ji miraa ujDe dayaar mein
dil ko kisi ki yaad se khaali na kijiye
aaseb rahne lagte hain khaali makaan mein