"qasr-e-dil kuchh is qadar TuuTa hua hai ahtamam un ke bas ik lams bhar se khaak men mil jaa.e ga"

Ahtamam Sadiq
Ahtamam Sadiq
Sherशेर
See all 29 →qasr-e-dil kuchh is qadar TuuTa hua hai ahtamam
क़स्र-ए-दिल कुछ इस क़दर टूटा हुआ है एहतमाम
sar-e-mahfil vo phir se aa ga.e hain aaj be-parda
सर-ए-महफ़िल वो फिर से आ गए हैं आज बे-पर्दा
ai ashk na kar zulm zara der Thahar ja
ऐ अश्क न कर ज़ुल्म ज़रा देर ठहर जा
kaun sa dard utar aaya hai tahriron men
कौन सा दर्द उतर आया है तहरीरों में
mujh ko thi mahfilon ki bahut aarzu magar
मुझ को थी महफ़िलों की बहुत आरज़ू मगर
ab apna intizar rahega tamam-umr
अब अपना इंतिज़ार रहेगा तमाम-उम्र
Popular Sher & Shayari
58 total"sar-e-mahfil vo phir se aa ga.e hain aaj be-parda na jaane kaun si shai phir miri taqsim honi hai"
"ai ashk na kar zulm zara der Thahar ja ik shakhs abhi meri nigahon men basa hai"
"kaun sa dard utar aaya hai tahriron men saare alfaz janaze ki tarah lagte hain"
"mujh ko thi mahfilon ki bahut aarzu magar tanha.iyon ke khauf se tanha raha huun main"
"ab apna intizar rahega tamam-umr ik shakhs tha jo mujh se juda kar gaya mujhe"
vo shakhs yaadon kaa mujh ko ghulaam karte hue
gayaa bhi to miri nindein haraam karte hue
hadd-e-nazar tak ek dariche se aaj phir
main jaa rahaa thaa aur koi dekhtaa rahaa
ab apnaa intizaar rahegaa tamaam-umr
ik shakhs thaa jo mujh se judaa kar gayaa mujhe
musalsal sochte rahte hain tum ko
tumhein jiine ki aadat ho gai hai
so apne shahr ke raunaq ki khair maangnaa tum
main apne gaanv se ik shaam le ke aa rahaa huun
ab ibaadat mein bhi aa jaate ho lab par mere
itnaa paDhtaa huun tumhein hijr ke lamhon mein ki bas
Ghazalग़ज़ल
kab kahaa tir-e-jigar paar buraa lagtaa hai
कब कहा तीर-ए-जिगर पार बुरा लगता है
ye shikasta saa jo kuchh haal mire andar hai
ये शिकस्ता सा जो कुछ हाल मिरे अंदर है
teri mahfil mein jo ham dard ke maare aae
तेरी महफ़िल में जो हम दर्द के मारे आए
dil ki hasti kaa kyaa huaa hogaa
दिल की हस्ती का क्या हुआ होगा
jalne lag jaataa hai khvaabon kaa nagar shaam ke baa'd
जलने लग जाता है ख़्वाबों का नगर शाम के बा'द
tu jinhein kahtaa hai aaina-e-sahraai dikhaa
तू जिन्हें कहता है आईना-ए-सहराई दिखा





