karun kis ka gila kahte hue bhi sharm aati hai
raqib afsos apne hi purane ashna nikle
Aish Meeruthi
Aish Meeruthi
Sherशेर
See all 8 →karun kis ka gila kahte hue bhi sharm aati hai
करूँ किस का गिला कहते हुए भी शर्म आती है
meri jannat tiri nigah-e-karam
मेरी जन्नत तिरी निगाह-ए-करम
na milne par bhi use 'aish' pyaar karta huun
न मिलने पर भी उसे 'ऐश' प्यार करता हूँ
baDhti rahi nigah bahakte rahe qadam
बढ़ती रही निगाह बहकते रहे क़दम
ye bhi koi zindagi men zindagi hai ham-nafas
ये भी कोई ज़िंदगी में ज़िंदगी है हम-नफ़स
saa.il aaya hai tire dar pe khudi ko kho kar
साइल आया है तिरे दर पे ख़ुदी को खो कर
Popular Sher & Shayari
16 totalmeri jannat tiri nigah-e-karam
mujh se phir jaa.e ye khuda na kare
na milne par bhi use 'aish' pyaar karta huun
yuun uncha kar diya me.ar-e-zindagi main ne
baDhti rahi nigah bahakte rahe qadam
guzra hai is tarah bhi zamana shabab ka
ye bhi koi zindagi men zindagi hai ham-nafas
dil kahin hai ham kahin hain aur janana kahin
saa.il aaya hai tire dar pe khudi ko kho kar
dekhna hai mujhe kya aaj 'ata hota hai
meri jannat tiri nigaah-e-karam
mujh se phir jaae ye khudaa na kare
uThaane vaale hamein bazm se zaraa ye dekh
ki TuTtaa hai gharibon kaa aasraa kaise
karun kis kaa gila kahte hue bhi sharm aati hai
raqib afsos apne hi puraane aashnaa nikle
na milne par bhi use 'aish' pyaar kartaa huun
yuun unchaa kar diyaa meaar-e-zindagi main ne
baDhti rahi nigaah bahakte rahe qadam
guzraa hai is tarah bhi zamaana shabaab kaa
ye bhi koi zindagi mein zindagi hai ham-nafas
dil kahin hai ham kahin hain aur jaanaana kahin
Ghazalग़ज़ल
ye gul bhi zinat-e-aaghosh-e-dariyaa-e-qazaa nikle
ये गुल भी ज़ीनत-ए-आग़ोश-ए-दरिया-ए-क़ज़ा निकले
har nafas aaina mauj-e-fanaa hotaa hai
हर नफ़स आईना मौज-ए-फ़ना होता है
ye inqalaab huaa jaane runumaa kaise
ये इंक़लाब हुआ जाने रूनुमा कैसे
kahin aisaa na ho khudaa na kare
कहीं ऐसा न हो ख़ुदा न करे
hai jamaal-e-husn kaa partav sanam-khaana kahin
है जमाल-ए-हुस्न का परतव सनम-ख़ाना कहीं
kuchh aise ki hai adaa rasm-e-bandagi main ne
कुछ ऐसे की है अदा रस्म-ए-बंदगी मैं ने





