jamhuriyat ka dars agar chahte hain aap
koi bhi saya-dar shajar dekh lijiye

Ajiz Matvi
Ajiz Matvi
Sherशेर
See all 12 →jamhuriyat ka dars agar chahte hain aap
जम्हूरियत का दर्स अगर चाहते हैं आप
main jin ko apna kahta huun kab vo mire kaam aate hain
मैं जिन को अपना कहता हूँ कब वो मिरे काम आते हैं
mahv-e-hairat huun kharash-e-dast-e-gham ko dekh kar
महव-ए-हैरत हूँ ख़राश-ए-दस्त-ए-ग़म को देख कर
ek ham hain ham ne kashti Daal di gardab men
एक हम हैं हम ने कश्ती डाल दी गिर्दाब में
muntazir huun main kafan bandh ke sar se 'ajiz'
मुंतज़िर हूँ मैं कफ़न बाँध के सर से 'आजिज़'
aghaz-e-mohabbat men 'ajiz' rukti na thi mauj-e-ashk-e-ravan
आग़ाज़-ए-मोहब्बत में 'आजिज़' रुकती न थी मौज-ए-अश्क-ए-रवाँ
Popular Sher & Shayari
24 totalmain jin ko apna kahta huun kab vo mire kaam aate hain
ye saara sansar hai sapna sab jhuTe rishte-nate hain
mahv-e-hairat huun kharash-e-dast-e-gham ko dekh kar
zakhm chehre par hain ya hai a.ina TuuTa hua
ek ham hain ham ne kashti Daal di gardab men
ek tum ho Darte ho aate hue sahil ke paas
muntazir huun main kafan bandh ke sar se 'ajiz'
samne se koi khanjar nahin aaya ab tak
aghaz-e-mohabbat men 'ajiz' rukti na thi mauj-e-ashk-e-ravan
anjam ab in khushk ankhon se ik ashk nikalna mushkil hai
aaghaaz-e-mohabbat mein 'aajiz' rukti na thi mauj-e-ashk-e-ravaan
anjaam ab in khushk aankhon se ik ashk nikalnaa mushkil hai
mahv-e-hairat huun kharaash-e-dast-e-gham ko dekh kar
zakhm chehre par hain yaa hai aaina TuuTaa huaa
hasratein aa aa ke jama ho rahi hain dil ke paas
kaarvaan goyaa pahunchne vaalaa hai manzil ke paas
hotaa hai mahsus ye 'aajiz' shaayad us ne dastak di
tez havaa ke jhonke jab darvaaze se Takraate hain
muntazir huun main kafan baandh ke sar se 'aajiz'
saamne se koi khanjar nahin aayaa ab tak
insaan haadsaat se kitnaa qarib hai
tu bhi zaraa nikal ke kabhi apne ghar se dekh
Ghazalग़ज़ल
saans lenaa bhi baar hotaa hai
साँस लेना भी बार होता है
hasratein aa aa ke jama ho rahi hain dil ke paas
हसरतें आ आ के जम्अ हो रही हैं दिल के पास
dard-e-musalsal se aahon mein paidaa vo taasir hui
दर्द-ए-मुसलसल से आहों में पैदा वो तासीर हुई
jaam to jaam mai-e-hosh-rubaa bhi badli
जाम तो जाम मय-ए-होश-रुबा भी बदली
har-qadam marhala-e-sabr-o-razaa ho jaise
हर-क़दम मरहला-ए-सब्र-ओ-रज़ा हो जैसे
kuchh saazgaar jab mire haalaat bhi nahin
कुछ साज़गार जब मिरे हालात भी नहीं





