pahle nisab-e-aql hua ham se intisab
phir yuun hua ki qatl bhi ham kar diye ga.e

Alamtaab Tishna
Alamtaab Tishna
Sherशेर
See all 15 →pahle nisab-e-aql hua ham se intisab
पहले निसाब-ए-अक़्ल हुआ हम से इंतिसाब
is rah-e-mohabbat men tu saath agar hota
इस राह-ए-मोहब्बत में तू साथ अगर होता
had ho ga.i thi ham se mohabbat men kufr ki
हद हो गई थी हम से मोहब्बत में कुफ़्र की
visal-e-yar ki khvahish men aksar
विसाल-ए-यार की ख़्वाहिश में अक्सर
har daur men raha yahi a.in-e-munsifi
हर दौर में रहा यही आईन-ए-मुंसिफ़ी
main tujh ko chahun to aisa ki khud fana ho ja.un
मैं तुझ को चाहूँ तो ऐसा कि ख़ुद फ़ना हो जाऊँ
Popular Sher & Shayari
30 totalis rah-e-mohabbat men tu saath agar hota
har gaam pe gul khilte khushbu ka safar hota
had ho ga.i thi ham se mohabbat men kufr ki
jaise khuda-na-khvasta vo la-sharik tha
visal-e-yar ki khvahish men aksar
charagh-e-sham se pahle jala huun
har daur men raha yahi a.in-e-munsifi
jo sar na jhuk sake vo qalam kar diye ga.e
main tujh ko chahun to aisa ki khud fana ho ja.un
mira vajud tira aa.ina dikha.i de
visaal-e-yaar ki khvaahish mein aksar
charaagh-e-shaam se pahle jalaa huun
nafrat bhi usi se hai parastish bhi usi ki
is dil saa koi ham ne to kaafar nahin dekhaa
ham apne ishq ki ab aur kyaa shahaadat dein
hamein hamaare raqibon ne mo'tabar jaanaa
har daur mein rahaa yahi aain-e-munsifi
jo sar na jhuk sake vo qalam kar diye gae
is raah-e-mohabbat mein tu saath agar hotaa
har gaam pe gul khilte khushbu kaa safar hotaa
tamaam umr ki divaangi ke baa'd khulaa
main teri zaat mein pinhaan thaa aur tu main thaa
Ghazalग़ज़ल
aaina-khaana bhi andoh-e-tamannaa niklaa
आइना-ख़ाना भी अंदोह-ए-तमन्ना निकला
dard ki ik lahr bal khaati hai yuun dil ke qarib
दर्द की इक लहर बल खाती है यूँ दिल के क़रीब
vo ki har ahd-e-mohabbat se mukartaa jaae
वो कि हर अहद-ए-मोहब्बत से मुकरता जाए
sivaae-dar-ba-dari us ko khaak miltaa hai
सिवाए-दर-ब-दरी उस को ख़ाक मिलता है
hisaar-e-maqtal-e-jaan mein lahu lahu main thaa
हिसार-ए-मक़्तल-ए-जाँ में लहू लहू मैं था
ab bhi zarron pe sitaaron kaa gumaan hai ki nahin
अब भी ज़र्रों पे सितारों का गुमाँ है कि नहीं





