Sher
niind aati hai magar jaag raha huun sar-e-khvab
aankh lagti hai to ye umr guzar jaani hai

Ali Iftikhar Jafri
niind aati hai magar jaag raha huun sar-e-khvab
नींद आती है मगर जाग रहा हूँ सर-ए-ख़्वाब
kisi ki aankh ka taara hua karte the ham bhi to
किसी की आँख का तारा हुआ करते थे हम भी तो
avvalin chaal se aage nahin socha main ne
अव्वलीं चाल से आगे नहीं सोचा मैं ने
tum kisi sang pe ab sar ko Tika kar so jaao
तुम किसी संग पे अब सर को टिका कर सो जाओ
niind aati hai magar jaag raha huun sar-e-khvab
aankh lagti hai to ye umr guzar jaani hai
kisi ki aankh ka taara hua karte the ham bhi to
achanak shaam ka taara nazar aaya to yaad aaya
avvalin chaal se aage nahin socha main ne
ziist shatranj ki baazi thi so main haar gaya
tum kisi sang pe ab sar ko Tika kar so jaao
kaun sunta hai shab-e-gham ka fasana sar-e-rah
niind aati hai magar jaag rahaa huun sar-e-khvaab
aankh lagti hai to ye umr guzar jaani hai
kisi ki aankh kaa taaraa huaa karte the ham bhi to
achaanak shaam kaa taaraa nazar aayaa to yaad aayaa
avvalin chaal se aage nahin sochaa main ne
ziist shatranj ki baazi thi so main haar gayaa
tum kisi sang pe ab sar ko Tikaa kar so jaao
kaun suntaa hai shab-e-gham kaa fasaanaa sar-e-raah
chaman mein vo faraamoshi kaa mausam thaa main khud ko bhi
चमन में वो फ़रामोशी का मौसम था मैं ख़ुद को भी
sar bache yaa na bache turra-e-dastaar gayaa
सर बचे या न बचे तुर्रा-ए-दस्तार गया
rang-e-mahfil se fuzun-tar miri hairaani hai
रंग-ए-महफ़िल से फ़ुज़ूँ-तर मिरी हैरानी है
bar-sar-e-baad huaa apnaa Thikaanaa sar-e-raah
बर-सर-ए-बाद हुआ अपना ठिकाना सर-ए-राह