Tahal raha hai ik aansu labon ke paas mira
bigaD kuchh nahin sakti hai ab ye pyaas mira

Ali Raza Aseer
Ali Raza Aseer
Sherशेर
Tahal raha hai ik aansu labon ke paas mira
टहल रहा है इक आँसू लबों के पास मिरा
Daravna hai bahut hai baDa ghana jangal
डरावना है बहुत है बड़ा घना जंगल
sanson ko bu-e-zist se kafna diya gaya
साँसों को बू-ए-ज़ीस्त से कफ़ना दिया गया
ik manzil-e-safar bhi to ab tak nahin mili
इक मंज़िल-ए-सफ़र भी तो अब तक नहीं मिली
parinde dekh kar us shakhs ko par phaD.phaDate hain
परिंदे देख कर उस शख़्स को पर फड़फड़ाते हैं
Popular Sher & Shayari
10 totalDaravna hai bahut hai baDa ghana jangal
nikal na paoge is se hai ik ana jangal
sanson ko bu-e-zist se kafna diya gaya
khak-e-badan men ruuh ko dafna diya gaya
ik manzil-e-safar bhi to ab tak nahin mili
main shin-e-sha.eri pe nahin huun alif pe huun
parinde dekh kar us shakhs ko par phaD.phaDate hain
jo qaid-e-dil hai zahir men magar azad lagta hai
Daraavnaa hai bahut hai baDaa ghanaa jangal
nikal na paaoge is se hai ik anaa jangal
saanson ko bu-e-zist se kafnaa diyaa gayaa
khaak-e-badan mein ruuh ko dafnaa diyaa gayaa
ik manzil-e-safar bhi to ab tak nahin mili
main shin-e-shaaeri pe nahin huun alif pe huun
parinde dekh kar us shakhs ko par phaDphaDaate hain
jo qaid-e-dil hai zaahir mein magar aazaad lagtaa hai
Tahal rahaa hai ik aansu labon ke paas miraa
bigaaD kuchh nahin sakti hai ab ye pyaas miraa
Ghazalग़ज़ल
puraane jitne bache the bahaa diye aansu
पुराने जितने बचे थे बहा दिए आँसू
aankh mein aansu na izhaar-e-pashemaani ke saath
आँख में आँसू न इज़हार-ए-पशेमानी के साथ
phir apne dil ko bahut be-dili se saaf kiyaa
फिर अपने दिल को बहुत बे-दिली से साफ़ किया
masarraton kaa samaan barqaraar rakhnaa hai
मसर्रतों का समाँ बरक़रार रखना है
to aap apni zabaani sunaaein bismillaah
तो आप अपनी ज़बानी सुनाएँ बिस्मिल्लाह
hai shukriya miri jaanib se be-hisaab tiraa
है शुक्रिया मिरी जानिब से बे-हिसाब तिरा





