jab se TuuTa hai to chubhta hai miri ankhon men
khvab tha mera kisi kanch ke jaisa shayad

Ali Ul
Ali Ul
Sherशेर
See all 7 →jab se TuuTa hai to chubhta hai miri ankhon men
जब से टूटा है तो चुभता है मिरी आँखों में
zindagi khvab hai aur khvab bhi aisa ki jise
ज़िंदगी ख़्वाब है और ख़्वाब भी ऐसा कि जिसे
khuda se chand mangen hain hamari
ख़ुदा से चंद माँगें हैं हमारी
agar ho qais to phir ja ke DhunDo laila ko
अगर हो क़ैस तो फिर जा के ढूँडो लैला को
khudi se pyaar karo aur khuda ke saath raho
ख़ुदी से प्यार करो और ख़ुदा के साथ रहो
ik tajassus hua karta hai bure kaam se qabl
इक तजस्सुस हुआ करता है बुरे काम से क़ब्ल
Popular Sher & Shayari
14 totalzindagi khvab hai aur khvab bhi aisa ki jise
jagti ankhon se sab ke liye dekha jaa.e
khuda se chand mangen hain hamari
hamari bandagi haDtal par hai
agar ho qais to phir ja ke DhunDo laila ko
agar ho jaun to phir fariha ke saath raho
khudi se pyaar karo aur khuda ke saath raho
ye tum se kis ne kaha bevafa ke saath raho
ik tajassus hua karta hai bure kaam se qabl
ek pachhtava bure kaam ke anjam ke baad
agar ho qais to phir jaa ke DhunDo lailaa ko
agar ho jaun to phir faariha ke saath raho
khudi se pyaar karo aur khudaa ke saath raho
ye tum se kis ne kahaa bevafaa ke saath raho
sazaaein dekhtaa huun aur sochtaa huun main
jahaan mein ishq se baDh kar koi bhi jurm nahin
ik tajassus huaa kartaa hai bure kaam se qabl
ek pachhtaavaa bure kaam ke anjaam ke baad
jab se TuuTaa hai to chubhtaa hai miri aankhon mein
khvaab thaa meraa kisi kaanch ke jaisaa shaayad
khudaa se chand maangein hain hamaari
hamaari bandagi haDtaal par hai
Ghazalग़ज़ल
koi to sarsari haDtaal par hai
कोई तो सरसरी हड़ताल पर है
adil-e-vaqt amiron ke zar pe paltaa rahaa
अदील-ए-वक़्त अमीरों के ज़र पे पलता रहा
kahin sazaa to kahin par jazaa gulaab kaa phuul
कहीं सज़ा तो कहीं पर जज़ा गुलाब का फूल
dil mein ik qabr har ik hasrat-e-naakaam ke baad
दिल में इक क़ब्र हर इक हसरत-ए-नाकाम के बाद
apni be-mausami si mohabbat kaa izhaar kar ke mujhe aise maail na kar
अपनी बे-मौसमी सी मोहब्बत का इज़हार कर के मुझे ऐसे माइल न कर
diyaa-salaai binaa tel jalne vaali nahin
दिया-सलाई बिना तेल जलने वाली नहीं





