ham to sunte the ki mil jaate hain bichhDe hue log
tu jo bichhDa hai to kya vaqt ne gardish nahin ki

Ambareen Haseeb Ambar
Ambareen Haseeb ambar
Sherशेर
See all 30 →ham to sunte the ki mil jaate hain bichhDe hue log
हम तो सुनते थे कि मिल जाते हैं बिछड़े हुए लोग
faisla bichhaDne ka kar liya hai jab tum ne
फ़ैसला बिछड़ने का कर लिया है जब तुम ने
uD ga.e saare parinde mausamon ki chaah men
उड़ गए सारे परिंदे मौसमों की चाह में
mujh men ab main nahin rahi baaqi
मुझ में अब मैं नहीं रही बाक़ी
ab ke ham ne bhi diya tark-e-ta.alluq ka javab
अब के हम ने भी दिया तर्क-ए-तअ'ल्लुक़ का जवाब
duniya to ham se haath milane ko aa.i thi
दुनिया तो हम से हाथ मिलाने को आई थी
Popular Sher & Shayari
60 totalfaisla bichhaDne ka kar liya hai jab tum ne
phir miri tamanna kya phir miri ijazat kyuun
uD ga.e saare parinde mausamon ki chaah men
intizar un ka magar buDhe shajar karte rahe
mujh men ab main nahin rahi baaqi
main ne chaha hai is qadar tum ko
ab ke ham ne bhi diya tark-e-ta.alluq ka javab
honT khamosh rahe aankh ne barish nahin ki
duniya to ham se haath milane ko aa.i thi
ham ne hi e.atibar dobara nahin kiya
jo tum ho to ye kaise maan luun main
ki jo kuchh hai yahaan bas ik gumaan hai
duniyaa to ham se haath milaane ko aai thi
ham ne hi eatibaar dobaara nahin kiyaa
is aarzi duniyaa mein har baat adhuri hai
har jiit hai laa-haasil har maat adhuri hai
ham to sunte the ki mil jaate hain bichhDe hue log
tu jo bichhDaa hai to kyaa vaqt ne gardish nahin ki
faisla bichhaDne kaa kar liyaa hai jab tum ne
phir miri tamannaa kyaa phir miri ijaazat kyuun
taalluq jo bhi rakkho soch lenaa
ki ham rishta nibhaanaa jaante hain
Ghazalग़ज़ल
ayaan donon se takmil-e-jahaan hai
अयाँ दोनों से तक्मील-ए-जहाँ है
zindagi-bhar ek hi kaar-e-hunar karte rahe
ज़िंदगी-भर एक ही कार-ए-हुनर करते रहे
zamin pe insaan khudaa banaa thaa vabaa se pahle
ज़मीं पे इंसाँ ख़ुदा बना था वबा से पहले
khushi kaa lamha ret thaa so haath se nikal gayaa
ख़ुशी का लम्हा रेत था सो हाथ से निकल गया
jism-o-jaan mein dar aai is qadar aziyyat kyuun
जिस्म-ओ-जाँ में दर आई इस क़दर अज़िय्यत क्यूँ
ik gali se khushbu ki rasm-o-raah kaafi hai
इक गली से ख़ुश्बू की रस्म-ओ-राह काफ़ी है





