Sher
arqunnisa ka nuskha mehrunnisa ne likha
nuskhe men kya likha tha ye arz phir karunga

Ameerul Islam Hashmi
arqunnisa ka nuskha mehrunnisa ne likha
अर्क़ुन्निसा का नुस्ख़ा मेहरुन्निसा ने लिखा
jinhen saaDi men aana tha vo patlunon men aa.iin thiin
जिन्हें साड़ी में आना था वो पतलूनों में आईं थीं
suna hai mood men baara baje vo aata hai
सुना है मूड में बारा बजे वो आता है
chhoDa hai jab se parda marda ga.i hai aurat
छोड़ा है जब से पर्दा मर्दा गई है औरत
miri majburiyon ne nazuki ka khuun kar Daala
मिरी मजबूरियों ने नाज़ुकी का ख़ून कर डाला
bahut mushkil tha jin ko DhunDna make-up ke malbe se
बहुत मुश्किल था जिन को ढूँडना मेक-अप के मलबे से
arqunnisa ka nuskha mehrunnisa ne likha
nuskhe men kya likha tha ye arz phir karunga
jinhen saaDi men aana tha vo patlunon men aa.iin thiin
tamiz-e-mard-o-zan dushvar thi kal shab jahan main tha
suna hai mood men baara baje vo aata hai
so us ke mood se pahle khisak ke dekhte hain
chhoDa hai jab se parda marda ga.i hai aurat
radd-o-badal hai kya kya ye arz phir karunga
miri majburiyon ne nazuki ka khuun kar Daala
har ik gobhi-badan ko gul-badan likhna paDa mujh ko
bahut mushkil tha jin ko DhunDna make-up ke malbe se
so andaze se un ka bankpan likhna paDa mujh ko
chhoDaa hai jab se parda mardaa gai hai aurat
radd-o-badal hai kyaa kyaa ye arz phir karungaa
zulekhaaein ba-zid thiin ek yusuf ke liye yaaro
baDi hi garmi-e-baazaar thi kal shab jahaan main thaa
miri majburiyon ne naazuki kaa khuun kar Daalaa
har ik gobhi-badan ko gul-badan likhnaa paDaa mujh ko
pata mushkil se chaltaa hai muzakkar aur muannas kaa
kabhi maalum hotaa hai kabhi maalum hoti hai
hamaari umr ab aisi hai ham siiTi nahin sunte
rukaa karte the khush ho kar kabhi siiTi bajaane par
bahut mushkil thaa jin ko DhunDnaa make-up ke malbe se
so andaaze se un kaa baankpan likhnaa paDaa mujh ko