aur kuchh din kharab ho liije
suud apna hai is ziyan men abhi

Anjum Rumani
Anjum Rumani
Sherशेर
See all 18 →aur kuchh din kharab ho liije
और कुछ दिन ख़राब हो लीजे
dekhoge to aa.egi tumhen apni jafa yaad
देखोगे तो आएगी तुम्हें अपनी जफ़ा याद
mausam ka ah-o-nala se andaza kijiye
मौसम का आह-ओ-नाला से अंदाज़ा कीजिए
jab tak ki hain zamane men ham se kharab log
जब तक कि हैं ज़माने में हम से ख़राब लोग
aa.egi ham ko raas na yak-rangi-e-khala
आएगी हम को रास न यक-रंगी-ए-ख़ला
kisi bhi haal men raazi nahin hai dil ham se
किसी भी हाल में राज़ी नहीं है दिल हम से
Popular Sher & Shayari
36 totaldekhoge to aa.egi tumhen apni jafa yaad
khamosh jise paoge khamosh na hoga
mausam ka ah-o-nala se andaza kijiye
taaza hava pe band na darvaza kijiye
jab tak ki hain zamane men ham se kharab log
masjid kahin kahin koi mai-khana chahiye
aa.egi ham ko raas na yak-rangi-e-khala
ahl-e-zamin hain ham hamen din raat chahiye
kisi bhi haal men raazi nahin hai dil ham se
har ik tarah ka ye kafir bahana rakhta hai
nai zindagi ke nae makr o fan
nae aadmi ki nai chaal-Dhaal
dil se uThtaa hai subh-o-shaam dhuaan
koi rahtaa hai is makaan mein abhi
sach ke saude mein na paDnaa ki khasaaraa hogaa
jo huaa haal hamaaraa so tumhaaraa hogaa
ye jitne masale hain mashghale hain sab faraaghat ke
na tum be-kaar baiThe ho na ham be-kaar baiThe hain
dete nahin sujhaai jo duniyaa ke khatt-o-khaal
aae hain tirgi mein magar raushni se ham
samjhi gai jo baat hamaari ghalat to kyaa
yaan tarjuma kuchh aur hai aayat kuchh aur hai
Ghazalग़ज़ल
ham se bhi gaahe gaahe mulaaqaat chaahiye
हम से भी गाहे गाहे मुलाक़ात चाहिए
har chand unhein ahd faraamosh na hogaa
हर चंद उन्हें अहद फ़रामोश न होगा
nahin naam-o-nishaan saae kaa lekin yaar baiThe hain
नहीं नाम-ओ-निशाँ साए का लेकिन यार बैठे हैं
jab bhi koi baat ki aansu Dhalke saath
जब भी कोई बात की आँसू ढलके साथ
dukhi dilon ke liye taaziyaana rakhtaa hai
दुखी दिलों के लिए ताज़ियाना रखता है
din ho ki raat, kunj-e-qafas ho ki sehn-e-baagh
दिन हो कि रात, कुंज-ए-क़फ़स हो कि सेहन-ए-बाग़





