Sher
"dekhe na faqiri ko koi shak se hamari divar men dar banta hai dastak se hamari"

Aqeel Shah
"dekhe na faqiri ko koi shak se hamari divar men dar banta hai dastak se hamari"
"zaval-e-umr men ka'be ki aarzu kaisi 'aqil' raat ga.e kya kisi ke ghar jaana"
dekhe na faqiri ko koi shak se hamaari
divaar mein dar bantaa hai dastak se hamaari
zavaal-e-umr mein kaa'be ki aarzu kaisi
'aqil' raat gae kyaa kisi ke ghar jaanaa
usi ko dost rakhaa dusraa banaayaa nahin
उसी को दोस्त रखा दूसरा बनाया नहीं
nahin ki dasht ko hijrat ziyaada mushkil hai
नहीं कि दश्त को हिजरत ज़ियादा मुश्किल है
galiyon mein lahu-rezi kaa kuchh hal nikal aae
गलियों में लहू-रेज़ी का कुछ हल निकल आए
tiraa karam ki main jab maat tak pahunch jaataa
तिरा करम कि मैं जब मात तक पहुँच जाता
ek hi dasht thaa vo bhi na khangaalaa main ne
एक ही दश्त था वो भी न खंगाला मैं ने
baDi choron ko aasaani hai mujh mein
बड़ी चोरों को आसानी है मुझ में