tumhare hijr men marna tha kaun sa mushkil
tumhare hijr men zinda hain ye kamal kiya

Arif Imam
Arif Imam
Sherशेर
See all 13 →tumhare hijr men marna tha kaun sa mushkil
तुम्हारे हिज्र में मरना था कौन सा मुश्किल
abhi to main ne faqat barishon ko jhela hai
अभी तो मैं ने फ़क़त बारिशों को झेला है
bana raha huun abhi ghar ko a.ina-khana
बना रहा हूँ अभी घर को आइना-ख़ाना
ek parda hai be-sabati ka
एक पर्दा है बे-सबाती का
usi ki baat likhi chahe kam likhi ham ne
उसी की बात लिखी चाहे कम लिखी हम ने
talash-e-rizq ka ye marhala ajab hai ki ham
तलाश-ए-रिज़्क़ का ये मरहला अजब है कि हम
Popular Sher & Shayari
26 totalabhi to main ne faqat barishon ko jhela hai
ab is ke baa'd samundar bhi dekhna hai mujhe
bana raha huun abhi ghar ko a.ina-khana
phir apne haath men patthar bhi dekhna hai mujhe
ek parda hai be-sabati ka
aa.ine aur tire jamal ke biich
usi ki baat likhi chahe kam likhi ham ne
usi ka zikr kiya chahe khal-khal kiya
talash-e-rizq ka ye marhala ajab hai ki ham
gharon se duur bhi ghar ke liye base hue hain
talaash-e-rizq kaa ye marhala ajab hai ki ham
gharon se duur bhi ghar ke liye base hue hain
tumhaare hijr mein marnaa thaa kaun saa mushkil
tumhaare hijr mein zinda hain ye kamaal kiyaa
abhi to main ne faqat baarishon ko jhelaa hai
ab is ke baa'd samundar bhi dekhnaa hai mujhe
ik baras ho gayaa use dekhe
ik sadi aa gai hai saal ke biich
banaa rahaa huun abhi ghar ko aaina-khaana
phir apne haath mein patthar bhi dekhnaa hai mujhe
ek parda hai be-sabaati kaa
aaine aur tire jamaal ke biich
Ghazalग़ज़ल
us gali se mire guzarne tak
उस गली से मिरे गुज़रने तक
nafas ki aamad-o-shud ko vabaal kar ke bhi
नफ़स की आमद-ओ-शुद को वबाल कर के भी
sab lahu jam gayaa ubaal ke biich
सब लहू जम गया उबाल के बीच
haalat-e-harf kis ne jaani hai
हालत-ए-हर्फ़ किस ने जानी है
kabhi khaak hue un qadmon ki kabhi dil ko bichhaa kar raqs kiyaa
कभी ख़ाक हुए उन क़दमों की कभी दिल को बिछा कर रक़्स किया
kuchh aise zakhm-e-zamaana kaa indimaal kiyaa
कुछ ऐसे ज़ख़्म-ए-ज़माना का इंदिमाल किया





