khala ka mas.ala hi mukhtalif hai
samundar is qadar gahra nahin hai

Arshad Lateef
Arshad Lateef
Sherशेर
See all 7 →khala ka mas.ala hi mukhtalif hai
ख़ला का मसअला ही मुख़्तलिफ़ है
ajab kashish hai tire hone ya na hone men
अजब कशिश है तिरे होने या न होने में
koi to mo.ajaza aisa bhi ho apni mohabbat men
कोई तो मोजज़ा ऐसा भी हो अपनी मोहब्बत में
phailti ja rahi hai ye duniya
फैलती जा रही है ये दुनिया
sabhi ta.abir us ki likh rahe hain
सभी ताबीर उस की लिख रहे हैं
jab main us aadmi se duur hua
जब मैं उस आदमी से दूर हुआ
Popular Sher & Shayari
14 totalajab kashish hai tire hone ya na hone men
guman ne mujh ko haqiqat se bandh rakkha hai
koi to mo.ajaza aisa bhi ho apni mohabbat men
tire inkar se iqrar ki surat nikal aa.e
phailti ja rahi hai ye duniya
jashn-e-avargi manane men
sabhi ta.abir us ki likh rahe hain
kisi ne bhi use dekha nahin hai
jab main us aadmi se duur hua
gham miri zindagi se duur hua
koi to moajaza aisaa bhi ho apni mohabbat mein
tire inkaar se iqraar ki surat nikal aae
ajab kashish hai tire hone yaa na hone mein
gumaan ne mujh ko haqiqat se baandh rakkhaa hai
khalaa kaa masala hi mukhtalif hai
samundar is qadar gahraa nahin hai
phailti jaa rahi hai ye duniyaa
jashn-e-aavaargi manaane mein
sabhi taabir us ki likh rahe hain
kisi ne bhi use dekhaa nahin hai
jab main us aadmi se duur huaa
gham miri zindagi se duur huaa
Ghazalग़ज़ल
har ik fasaana zarurat se kuchh ziyaada hai
हर इक फ़साना ज़रूरत से कुछ ज़ियादा है
tire khayaal se phir aankh meri pur-nam hai
तिरे ख़याल से फिर आँख मेरी पुर-नम है
ek surat tiri banaane mein
एक सूरत तिरी बनाने में
surur-e-ishq ne ulfat se baandh rakkhaa hai
सुरूर-ए-इश्क़ ने उल्फ़त से बाँध रक्खा है
kisi surat agar izhaar ki surat nikal aae
किसी सूरत अगर इज़हार की सूरत निकल आए
koi nahin hai intizaar subh-e-visaal ke sivaa
कोई नहीं है इंतिज़ार सुब्ह-ए-विसाल के सिवा





