ho intizar kisi ka magar miri nazren
na jaane kyuun tiri aamad ki raah takti hain

Arshad Siddiqui
Arshad Siddiqui
poet
3Sher
3Shayari
12Ghazal
Sherशेर
Popular Sher & Shayari
6 totalSher
Sher
faza hai tiira o tarik aur us ka khayal
na jaane kaun si duniya men ja ke soya hai
Sher
hamen miT ke bhi ye hasrat ki bhaTakte us gali men
vo hain kaise log ya rab jo qayam chahte hain
Shayari
ho intizaar kisi kaa magar miri nazrein
na jaane kyuun tiri aamad ki raah takti hain
Shayari
fazaa hai tiira o taarik aur us kaa khayaal
na jaane kaun si duniyaa mein jaa ke soyaa hai
Shayari
hamein miT ke bhi ye hasrat ki bhaTakte us gali mein
vo hain kaise log yaa rab jo qayaam chaahte hain
Ghazalग़ज़ल
ग़ज़ल · Ghazal
na payaam chaahte hain na kalaam chaahte hain
न पयाम चाहते हैं न कलाम चाहते हैं
ग़ज़ल · Ghazal
husn-e-maasum agar raaz-e-nihaan tak pahunche
हुस्न-ए-मा'सूम अगर राज़-ए-निहाँ तक पहुँचे
ग़ज़ल · Ghazal
sarishk-e-gham simaT kar dil ke armaanon ko le Duube
सरिश्क-ए-ग़म सिमट कर दिल के अरमानों को ले डूबे
ग़ज़ल · Ghazal
yuun to bahut hasin hai bahaar-e-chaman ki yaad
यूँ तो बहुत हसीं है बहार-ए-चमन की याद
ग़ज़ल · Ghazal
fazaaein kaif-e-bahaaraan se jab mahakti hain
फ़ज़ाएँ कैफ़-ए-बहाराँ से जब महकती हैं
ग़ज़ल · Ghazal
inqilaab-e-sahar-o-shaam ki kuchh baat karo
इंक़िलाब-ए-सहर-ओ-शाम की कुछ बात करो





