kuud kar divar 'arshi' gham gharon men aa base
anginat ta'viz darvazon pe laTke rah ga.e

Arshi Malik
Arshi Malik
Sherशेर
See all 8 →kuud kar divar 'arshi' gham gharon men aa base
कूद कर दीवार 'अर्शी' ग़म घरों में आ बसे
sab ke sab mil kar bhi mujh ko zer kar sakte na the
सब के सब मिल कर भी मुझ को ज़ेर कर सकते न थे
kisi ke lahje ki yakh-bastagi qayamat thi
किसी के लहजे की यख़-बस्तगी क़यामत थी
ik 'umr se ulfat ke kaTahre men khaDa hai
इक 'उम्र से उल्फ़त के कटहरे में खड़ा है
ik lafz bhi na lab se kaha aur ro diye
इक लफ़्ज़ भी न लब से कहा और रो दिए
lab-e-khamosh men hi ja-e-aman aaj bhi hai
लब-ए-ख़ामोश में ही जा-ए-अमाँ आज भी है
Popular Sher & Shayari
16 totalsab ke sab mil kar bhi mujh ko zer kar sakte na the
mera apna haath shamil hai miri paspa.i men
kisi ke lahje ki yakh-bastagi qayamat thi
ThiThur ke rah gaya lab par saval ka mausam
ik 'umr se ulfat ke kaTahre men khaDa hai
bhugta.e hain is dil ne muqadmat musalsal
ik lafz bhi na lab se kaha aur ro diye
'arshi' uTha.e dast-e-du'a aur ro diye
lab-e-khamosh men hi ja-e-aman aaj bhi hai
varna kahne ko to har munh men zaban aaj bhi hai
sab ke sab mil kar bhi mujh ko zer kar sakte na the
meraa apnaa haath shaamil hai miri paspaai mein
tu chhuDaa kar haath ik din daf'atan kho jaaegaa
aur meri jeb mein teraa pata rah jaaegaa
kuud kar divaar 'arshi' gham gharon mein aa base
anginat taa'viz darvaazon pe laTke rah gae
kisi ke lahje ki yakh-bastagi qayaamat thi
ThiThur ke rah gayaa lab par savaal kaa mausam
ik 'umr se ulfat ke kaTahre mein khaDaa hai
bhugtaae hain is dil ne muqadmaat musalsal
ik lafz bhi na lab se kahaa aur ro diye
'arshi' uThaae dast-e-du'aa aur ro diye
Ghazalग़ज़ल
dil muztarib bahut hai mujhe aa sanbhaal tu
दिल मुज़्तरिब बहुत है मुझे आ सँभाल तू
dil ho yaa ki ghar 'arshi' jab basaanaa paDtaa hai
दिल हो या कि घर 'अर्शी' जब बसाना पड़ता है
dil pe vo karb ke saae hain ki ji jaantaa hai
दिल पे वो कर्ब के साए हैं कि जी जानता है
nagar mein dil ke ab kuchh bhi nahin hai
नगर में दिल के अब कुछ भी नहीं है
tuhmat-e-'ishq par naaz ham ne kiyaa ye to tamgha hai ham 'aashiqon ke liye
तुहमत-ए-'इश्क़ पर नाज़ हम ने किया ये तो तमग़ा है हम 'आशिक़ों के लिए
us jaan-e-jaan se khatm hai jab se mukaalima
उस जान-ए-जाँ से ख़त्म है जब से मुकालिमा





