ik 'umr se ulfat ke kaTahre mein khaDaa hai — Arshi Malik
ik 'umr se ulfat ke kaTahre mein khaDaa hai
bhugtaae hain is dil ne muqadmaat musalsal
Urdu
اک عمر سے الفت کے کٹہرے میں کھڑا ہے
بھگتائے ہیں اس دل نے مقدمات مسلسل
Hindi
इक 'उम्र से उल्फ़त के कटहरे में खड़ा है
भुगताए हैं इस दिल ने मुक़दमात मुसलसल

Arshi Malik
Arshi Malik
poet14 quotes