zikr karta hai is tarah mera
mujh ko goya miTa.e jaata hai

Ashique Akbarabadi
Ashique Akbarabadi
Sherशेर
See all 20 →zikr karta hai is tarah mera
ज़िक्र करता है इस तरह मेरा
ek rutba hai tire dar pe gada-o-shah ka
एक रुत्बा है तिरे दर पे गदा-ओ-शह का
mujhe tum dekh kar samjho ki chahat aisi hoti hai
मुझे तुम देख कर समझो कि चाहत ऐसी होती है
tire kuche men koi huur aa jaati to main kahta
तिरे कूचे में कोई हूर आ जाती तो मैं कहता
saqi-e-gulfam ne rakkhi to hai bhar kar sharab
साक़ी-ए-गुलफ़ाम ने रक्खी तो है भर कर शराब
gada-e-kucha-e-janan huun martaba hai baDa
गदा-ए-कूचा-ए-जानाँ हूँ मर्तबा है बड़ा
Popular Sher & Shayari
40 totalek rutba hai tire dar pe gada-o-shah ka
asman kaae liye phirta hai mehr-o-mah ka
mujhe tum dekh kar samjho ki chahat aisi hoti hai
mohabbat vo buri shai hai ki halat aisi hoti hai
tire kuche men koi huur aa jaati to main kahta
ki vo jannat to kya jannat hai jannat aisi hoti hai
saqi-e-gulfam ne rakkhi to hai bhar kar sharab
Dar hai uD jaa.e na shishe se pari ban kar sharab
gada-e-kucha-e-janan huun martaba hai baDa
ki mere naam hai jagir be-nava.i ki
vaada-e-vasl gar kisi se nahin
aap kyuun be-qaraar phirte hain
tire kuche mein koi huur aa jaati to main kahtaa
ki vo jannat to kyaa jannat hai jannat aisi hoti hai
jalva nigaah mein hai kisi be-niyaaz kaa
putli hamaari aankh ki putlaa hai naaz kaa
aarzu ik but ki le kar jaate hain kaabe ko ham
turfa tohfa paas hai ahl-e-haram ke vaaste
gadaa-e-kucha-e-jaanaan huun martaba hai baDaa
ki mere naam hai jaagir be-navaai ki
na chitvan aap ki Thahri na dil miraa Thahraa
use sukun ho to is ko bhi kuchh qaraar rahe
Ghazalग़ज़ल
ai dil us zulf ki rakhiyo na tamannaa baaqi
ऐ दिल उस ज़ुल्फ़ की रखियो न तमन्ना बाक़ी
lagaae baiThe hain mehndi jo mere khuun se poron mein
लगाए बैठे हैं मेहंदी जो मेरे ख़ूँ से पोरों में
na maanaa meraa kahnaa dil gayaa kyuun daad-khvaahi ko
न माना मेरा कहना दिल गया क्यूँ दाद-ख़्वाही को
kaun kahtaa hai ki marnaa miraa achchhaa na huaa
कौन कहता है कि मरना मिरा अच्छा न हुआ
fitna-khu le gai dil chhin ke jhaT-paT ham se
फ़ित्ना-ख़ू ले गई दिल छीन के झट-पट हम से
daaghon se dil-o-sina ke afrokhta-jaan huun
दाग़ों से दिल-ओ-सीना के अफ़रोख़्ता-जाँ हूँ





