meri taraf se khatir-e-sayyad jama hai
kya uD sakega ta.ir-e-be-bal-o-par kahin
Ashraf Ali Fughan
Ashraf Ali Fughan
Sherशेर
meri taraf se khatir-e-sayyad jama hai
मेरी तरफ़ से ख़ातिर-ए-सय्याद जमा है
jugnu miyan ki dum jo chamakti hai raat ko
जुगनू मियाँ की दुम जो चमकती है रात को
kab dard se dil ko taab aaya
कब दर्द से दिल को ताब आया
ai shaikh agar kufr se islam juda hai
ऐ शैख़ अगर कुफ़्र से इस्लाम जुदा है
mujh se jo puchhte ho to har haal shukr hai
मुझ से जो पूछते हो तो हर हाल शुक्र है
dil-bastagi qafas se yahan tak hui mujhe
दिल-बस्तगी क़फ़स से यहाँ तक हुई मुझे
Popular Sher & Shayari
12 totaljugnu miyan ki dum jo chamakti hai raat ko
sab dekh dekh us ko bajate hain taliyan
kab dard se dil ko taab aaya
ankhon men kahan se khvab aaya
ai shaikh agar kufr se islam juda hai
pas chahiye tasbih men zunnar na hota
mujh se jo puchhte ho to har haal shukr hai
yuun bhi guzar ga.i miri vuun bhi guzar ga.i
dil-bastagi qafas se yahan tak hui mujhe
goya kabhi chaman men mera ashiyan na tha
kab dard se dil ko taab aayaa
aankhon mein kahaan se khvaab aayaa
meri taraf se khaatir-e-sayyaad jamaa hai
kyaa uD sakegaa taair-e-be-baal-o-par kahin
mujh se jo puchhte ho to har haal shukr hai
yuun bhi guzar gai miri vuun bhi guzar gai
jugnu miyaan ki dum jo chamakti hai raat ko
sab dekh dekh us ko bajaate hain taaliyaan
dil-bastagi qafas se yahaan tak hui mujhe
goyaa kabhi chaman mein meraa aashiyaan na thaa
ai shaikh agar kufr se islaam judaa hai
pas chaahiye tasbih mein zunnaar na hotaa
Ghazalग़ज़ल
dil dhaDaktaa hai ki tu yaar hai saudaai kaa
दिल धड़कता है कि तू यार है सौदाई का
bas-ki didaar tiraa jalva-e-quddusi hai
बस-कि दीदार तिरा जल्वा-ए-क़ुद्दूसी है
aks bhi kab shab-e-hijraan kaa tamaashaai hai
अक्स भी कब शब-ए-हिज्राँ का तमाशाई है
uTh chukaa dil miraa zamaane se
उठ चुका दिल मिरा ज़माने से
khuun aankhon se nikaltaa hi rahaa
ख़ून आँखों से निकलता ही रहा
ai tajalli kyaa huaa sheva tiri takraar kaa
ऐ तजल्ली क्या हुआ शेवा तिरी तकरार का





