vo lamhe-bhar ko tasavvur se bhi nahin jaata
isi liye to use apni jaan bolte hain

Asif Bilal
Asif Bilal
Sherशेर
See all 20 →vo lamhe-bhar ko tasavvur se bhi nahin jaata
वो लम्हे-भर को तसव्वुर से भी नहीं जाता
ab is hujum men pahchan kho ga.i meri
अब इस हुजूम में पहचान खो गई मेरी
ham ne jis hadse pe sabr kiya
हम ने जिस हादसे पे सब्र किया
ham aise log bahut der tak nahin rahte
हम ऐसे लोग बहुत देर तक नहीं रहते
tumhen ham is liye bhi sochte rahte hain aksar
तुम्हें हम इस लिए भी सोचते रहते हैं अक्सर
ab bahut dasht-navardi hui 'asif' sahib
अब बहुत दश्त-नवर्दी हुई 'आसिफ़' साहिब
Popular Sher & Shayari
40 totalab is hujum men pahchan kho ga.i meri
kisi badan ke liye isti'ara tha pahle
ham ne jis hadse pe sabr kiya
aap hote to mar ga.e hote
ham aise log bahut der tak nahin rahte
yaqin janiye koi kamal ho raha hai
tumhen ham is liye bhi sochte rahte hain aksar
ki ik tasvir men dhundla sa hai chehra tumhara
ab bahut dasht-navardi hui 'asif' sahib
ab badan maut ki avaz pe haan chahta hai
jaane lagtaa huun to vo paanv pakaD letaa hai
aur sitam ye hai ki siine se lagaataa bhi nahin
vo lamhe-bhar ko tasavvur se bhi nahin jaataa
isi liye to use apni jaan bolte hain
taraqqiyaat ki ye kaun si ghaDi hai jahaan
sab apne aap mein baazaar honaa chaahte hain
pech-dar-pech hui jaati hai duniyaa ham par
jaane kyon is pe ham aasaan hue jaate hain
ab bahut dasht-navardi hui 'aasif' saahab
ab badan maut ki aavaaz pe haan chaahtaa hai
ham ne jis haadse pe sabr kiyaa
aap hote to mar gae hote
Ghazalग़ज़ल
kabhi jo aankh mein paani ko dekhte the ham
कभी जो आँख में पानी को देखते थे हम
kuchh nahin dijiye to jaan zaruri hai miyaan
कुछ नहीं दीजिए तो जान ज़रूरी है मियाँ
vahshat-e-dasht se ghabraanaa nahin ham-safaraan
वहशत-ए-दश्त से घबराना नहीं हम-सफ़राँ
guzishtagaan saa kuchh apnaa bhi haal ho rahaa hai
गुज़िश्तगाँ सा कुछ अपना भी हाल हो रहा है
kuchh to mar jaaeinge ham apni pareshaani se
कुछ तो मर जाएँगे हम अपनी परेशानी से
jahaan-e-vahshat ke kaar-khaane mein kaun kaar-e-junun karegaa
जहान-ए-वहशत के कार-ख़ाने में कौन कार-ए-जुनूँ करेगा





