tiri zamin pe karta raha huun mazduri
hai sukhne ko pasina muavza hai kahan

Asim Wasti
Asim Wasti
Sherशेर
See all 27 →tiri zamin pe karta raha huun mazduri
तिरी ज़मीन पे करता रहा हूँ मज़दूरी
1 views
tum is raste men kyuun barud bo.e ja rahe ho
तुम इस रस्ते में क्यूँ बारूद बोए जा रहे हो
kisi bhi kaam men lagta nahin hai dil mera
किसी भी काम में लगता नहीं है दिल मेरा
mujhe khabar hi nahin thi ki ishq ka aghaz
मुझे ख़बर ही नहीं थी कि इश्क़ का आग़ाज़
kahin kahin to zamin asman se unchi hai
कहीं कहीं तो ज़मीं आसमाँ से ऊँची है
ghalat-ravi ko tiri main ghalat samajhta huun
ग़लत-रवी को तिरी मैं ग़लत समझता हूँ
Popular Sher & Shayari
54 totaltum is raste men kyuun barud bo.e ja rahe ho
kisi din is taraf se khud guzarna paD gaya to
kisi bhi kaam men lagta nahin hai dil mera
baDe dinon se tabi.at bujhi bujhi si hai
mujhe khabar hi nahin thi ki ishq ka aghaz
ab ibtida se nahin darmiyan se hota hai
kahin kahin to zamin asman se unchi hai
ye raaz mujh pe khula siDhiyan utarte hue
ghalat-ravi ko tiri main ghalat samajhta huun
ye bevafa.i bhi shamil miri vafa men hai
nahin vo sham-e-mohabbat rahi to phir 'aasim'
ye kis duaa se mire ghar mein raushni si hai
sikhaa na duaaon mein qanaaat kaa saliqa
vo maang rahaa huun jo muqaddar mein nahin hai
miri zabaan ke mausam badalte rahte hain
main aadmi huun miraa e'tibaar mat karnaa
log kahte hain ki vo shakhs hai khushbu jaisaa
saath shaayad use le aae havaa dekhte hain
tu mire paas jab nahin hotaa
tujh se kartaa huun kis qadar baatein
kahin kahin to zamin aasmaan se unchi hai
ye raaz mujh pe khulaa siDhiyaan utarte hue
Ghazalग़ज़ल
zer-e-paa jaada-e-gumaan rakkhaa
ज़ेर-ए-पा जादा-ए-गुमाँ रक्खा
apni tanhaai ke hisaar mein huun
अपनी तन्हाई के हिसार में हूँ
dil aur mire khuun kaa dauraan ghazal hai
दिल और मिरे ख़ून का दौरान ग़ज़ल है
ye dard zaraa saa bhi to kam ho nahin paayaa
ये दर्द ज़रा सा भी तो कम हो नहीं पाया
ham aap ki uljhan mein izaafa nahin karte
हम आप की उलझन में इज़ाफ़ा नहीं करते
habs kaa haal sunaane ko sukhan maangti hai
हब्स का हाल सुनाने को सुख़न माँगती है





