mire vajud ke andar hai ik qadim makan
jahan se main ye udasi udhar leti huun

Asima Tahir
Asima Tahir
Sherशेर
See all 12 →mire vajud ke andar hai ik qadim makan
मिरे वजूद के अंदर है इक क़दीम मकान
ham ne jab hal-e-dil un se apna kaha
हम ने जब हाल-ए-दिल उन से अपना कहा
nahin vo itna bhi pagal nahin tha
नहीं वो इतना भी पागल नहीं था
chubh rahi hai andheri raat mujhe
चुभ रही है अँधेरी रात मुझे
aa.ine par to hai bharosa mujhe
आइने पर तो है भरोसा मुझे
Dubne ki na tairne ki khabar
डूबने की न तैरने की ख़बर
Popular Sher & Shayari
24 totalham ne jab hal-e-dil un se apna kaha
vo bhi qissa kisi ka sunane lage
nahin vo itna bhi pagal nahin tha
jo mar jaata miri vabastagi men
chubh rahi hai andheri raat mujhe
har sitara bujha.e baiThi huun
aa.ine par to hai bharosa mujhe
us se kyuun munh chhupa.e baiThi huun
Dubne ki na tairne ki khabar
ishq-dariya men bas utar dekhun
nahin vo itnaa bhi paagal nahin thaa
jo mar jaataa miri vaabastagi mein
mire vajud ke andar hai ik qadim makaan
jahaan se main ye udaasi udhaar leti huun
khvaab kaa intizaar khatm huaa
aankh ko niind se jagaate hain
ham ne jab haal-e-dil un se apnaa kahaa
vo bhi qissa kisi kaa sunaane lage
shahzaadi ke kaanon mein jo baat kahi thi ik tu ne
baad tire vo baat tire hi afsaanon mein gunjti hai
Dubne ki na tairne ki khabar
ishq-dariyaa mein bas utar dekhun
Ghazalग़ज़ल
apni aankhein jo band kar dekhun
अपनी आँखें जो बंद कर देखूँ
lafz khushbu mein Dhaaltaa manzar
लफ़्ज़ ख़ुश्बू में ढालता मंज़र
kis ke maatam mein ro rahi hai raat
किस के मातम में रो रही है रात
zakhm khaa ke bhi muskuraate hain
ज़ख़्म खा के भी मुस्कुराते हैं
apni haalat pe aansu bahaane lage
अपनी हालत पे आँसू बहाने लगे
pau phaTte hi train ki siiTi jab kaanon mein gunjti hai
पौ फटते ही ट्रेन की सीटी जब कानों में गूँजती है





