tum mire kamre ke andar jhankne aa.e ho kyuun
so raha huun chain se huun Thiik hai sab Thiik hai

Aslam Emadi
Aslam Emadi
Sherशेर
See all 7 →tum mire kamre ke andar jhankne aa.e ho kyuun
तुम मिरे कमरे के अंदर झाँकने आए हो क्यूँ
hazar raste badle hazar svang rache
हज़ार रास्ते बदले हज़ार स्वाँग रचे
unhen ye fikr ki dil ko kahan chhupa rakkhen
उन्हें ये फ़िक्र कि दिल को कहाँ छुपा रक्खें
ham bhi 'aslam' isi guman men hain
हम भी 'असलम' इसी गुमान में हैं
hava.en shahr ki aluda-e-kasafat hain
हवाएँ शहर की आलूदा-ए-कसाफ़त हैं
tumhare dard se jaage to un ki qadr khuli
तुम्हारे दर्द से जागे तो उन की क़द्र खुली
Popular Sher & Shayari
14 totalhazar raste badle hazar svang rache
magar hai raqs men sar par ik asman vahi
unhen ye fikr ki dil ko kahan chhupa rakkhen
hamen ye shauq ki dil ka khasara kyunkar ho
ham bhi 'aslam' isi guman men hain
ham ne bhi koi zindagi ji thi
hava.en shahr ki aluda-e-kasafat hain
ye saf-suthra-pan aur ye nafasaten jhuTi
tumhare dard se jaage to un ki qadr khuli
vagarna pahle bhi apne the jism-o-jan vahi
unhein ye fikr ki dil ko kahaan chhupaa rakkhein
hamein ye shauq ki dil kaa khasaara kyunkar ho
nami utar gai dharti mein tah-ba-tah 'aslam'
bahaar-e-ashk nai rut ki ibtidaa mein hai
havaaein shahr ki aaluda-e-kasaafat hain
ye saaf-suthraa-pan aur ye nafaasatein jhuTi
tumhaare dard se jaage to un ki qadr khuli
vagarna pahle bhi apne the jism-o-jaan vahi
tum mire kamre ke andar jhaankne aae ho kyuun
so rahaa huun chain se huun Thiik hai sab Thiik hai
hazaar raaste badle hazaar svaang rache
magar hai raqs mein sar par ik aasmaan vahi
Ghazalग़ज़ल
vahaan har ek isi nashsha-e-anaa mein hai
वहाँ हर एक इसी नश्शा-ए-अना में है
yuun na vaarafta-e-hairaani ho
यूँ न वारफ़्ता-ए-हैरानी हो
vo shab-e-gham jo kam andheri thi
वो शब-ए-ग़म जो कम अँधेरी थी
koi ishaara koi istiaara kyunkar ho
कोई इशारा कोई इस्तिआ'रा क्यूँकर हो
tamaam khel-tamaashon ke darmiyaan vahi
तमाम खेल-तमाशों के दरमियान वही
khud apni chaal se naa-aashnaa rahe hai koi
ख़ुद अपनी चाल से ना-आश्ना रहे है कोई





