dil par barf ki sil rakh dena nagan ban kar Das lena
apne liye donon hi barabar kaali ho ki ujali raat
Ataur Rahman Jameel
Ataur Rahman Jameel
Sherशेर
See all 7 →dil par barf ki sil rakh dena nagan ban kar Das lena
दिल पर बर्फ़ की सिल रख देना नागन बन कर डस लेना
aane vaali aa nahin chukti jaane vaali ja bhi chuki
आने वाली आ नहीं चुकती जाने वाली जा भी चुकी
ye duniya hai yahan har abgina TuuT jaata hai
ये दुनिया है यहाँ हर आबगीना टूट जाता है
un ko bhi 'jamil' apne muqaddar se gila hai
उन को भी 'जमील' अपने मुक़द्दर से गिला है
tumhari bazm se jab bhi uThe to hal-zada
तुम्हारी बज़्म से जब भी उठे तो हाल-ज़दा
aansu tumhari aankh men aa.e to uTh ga.e
आँसू तुम्हारी आँख में आए तो उठ गए
Popular Sher & Shayari
14 totalaane vaali aa nahin chukti jaane vaali ja bhi chuki
vaise to har jaane vaali raat thi aane vaali raat
ye duniya hai yahan har abgina TuuT jaata hai
kahin chhupte phiro akhir zamana DhunDh hi lega
un ko bhi 'jamil' apne muqaddar se gila hai
vo log jo sunte the ki chalak bahut hain
tumhari bazm se jab bhi uThe to hal-zada
kabhi javab ke maare kabhi saval-zada
aansu tumhari aankh men aa.e to uTh ga.e
ham jab karam ki taab na laa.e to uTh ga.e
aane vaali aa nahin chukti jaane vaali jaa bhi chuki
vaise to har jaane vaali raat thi aane vaali raat
ye duniyaa hai yahaan har aabgina TuuT jaataa hai
kahin chhupte phiro aakhir zamaana DhunDh hi legaa
dil par barf ki sil rakh denaa naagan ban kar Das lenaa
apne liye donon hi baraabar kaali ho ki ujaali raat
un ko bhi 'jamil' apne muqaddar se gila hai
vo log jo sunte the ki chaalaak bahut hain
kuchh khvaab kuchh khayaal mein mastur ho gae
tum kyaa qarib nikle ki sab duur ho gae
tumhaari bazm se jab bhi uThe to haal-zada
kabhi javaab ke maare kabhi savaal-zada
Ghazalग़ज़ल
kahaan gae shab-e-mahtaab ke jamaal-zada
कहाँ गए शब-ए-महताब के जमाल-ज़दा
aaj bhi jis ki khushbu se hai matvaali matvaali raat
आज भी जिस की ख़ुश्बू से है मतवाली मतवाली रात
shohrat-e-fan bahut hui daad kamaal de gae
शोहरत-ए-फ़न बहुत हुई दाद कमाल दे गए
maanaa ki sitaare sar-e-aflaak bahut hain
माना कि सितारे सर-ए-अफ़्लाक बहुत हैं
kuchh khvaab kuchh khayaal mein mastur ho gae
कुछ ख़्वाब कुछ ख़याल में मस्तूर हो गए
tiri aankhon mein ik mubham fasaana DhunDh hi legaa
तिरी आँखों में इक मुबहम फ़साना ढूँढ ही लेगा





