honTon par ik baar saja kar apne honT
us ke baad na baten karna so jaana

Ateeq Allahabadi
Ateeq Allahabadi
Sherशेर
honTon par ik baar saja kar apne honT
होंटों पर इक बार सजा कर अपने होंट
navazta tha hamesha vo gham ki daulat se
नवाज़ता था हमेशा वो ग़म की दौलत से
main ne puchha ye bata mujh se bichhaDne ka tujhe
मैं ने पूछा ये बता मुझ से बिछड़ने का तुझे
dev pari ke qisse sun kar
देव परी के क़िस्से सुन कर
ghar hamara phunk kar kal ik paDosi ai 'atiq'
घर हमारा फूँक कर कल इक पड़ोसी ऐ 'अतीक़'
'atiq' bujhta bhi kaise charagh-e-dil mera
'अतीक़' बुझता भी कैसे चराग़-ए-दिल मेरा
Popular Sher & Shayari
12 totalnavazta tha hamesha vo gham ki daulat se
aur is khazane se main maala maal ho hi gaya
main ne puchha ye bata mujh se bichhaDne ka tujhe
kuchh qalaq hota hai kya us ne kaha thoDa bahut
dev pari ke qisse sun kar
bhuke bachche so lete hain
ghar hamara phunk kar kal ik paDosi ai 'atiq'
do ghaDi to hans liya phir baad men roya bahut
'atiq' bujhta bhi kaise charagh-e-dil mera
lagi thi us ki hifazat men saari raat hava
'atiq' bujhtaa bhi kaise charaagh-e-dil meraa
lagi thi us ki hifaazat mein saari raat havaa
honTon par ik baar sajaa kar apne honT
us ke baad na baatein karnaa so jaanaa
navaaztaa thaa hamesha vo gham ki daulat se
aur is khazaane se main maalaa maal ho hi gayaa
ghar hamaaraa phunk kar kal ik paDosi ai 'atiq'
do ghaDi to hans liyaa phir baad mein royaa bahut
main ne puchhaa ye bataa mujh se bichhaDne kaa tujhe
kuchh qalaq hotaa hai kyaa us ne kahaa thoDaa bahut
dev pari ke qisse sun kar
bhuke bachche so lete hain
Ghazalग़ज़ल
agarche laai thi kal raat kuchh najaat havaa
अगरचे लाई थी कल रात कुछ नजात हवा
judaai had se baDhi to visaal ho hi gayaa
जुदाई हद से बढ़ी तो विसाल हो ही गया
ham to bichhaD ke ro lete hain
हम तो बिछड़ के रो लेते हैं
zabt ki had se ho ke guzarnaa so jaanaa
ज़ब्त की हद से हो के गुज़रना सो जाना
chand lamhon ko sahi thaa saath mein rahnaa bahut
चंद लम्हों को सही था साथ में रहना बहुत





