safar ho shaah ka ya qafila faqiron ka
shajar mizaj samajhte hain rahgiron ka

Atul Ajnabi
Atul Ajnabi
Sherशेर
See all 7 →safar ho shaah ka ya qafila faqiron ka
सफ़र हो शाह का या क़ाफ़िला फ़क़ीरों का
patton ko chhoD deta hai aksar khizan ke vaqt
पत्तों को छोड़ देता है अक्सर ख़िज़ाँ के वक़्त
ajab khulus ajab sadgi se karta hai
अजब ख़ुलूस अजब सादगी से करता है
jab ghazal 'mir' ki paDhta hai paDosi mera
जब ग़ज़ल 'मीर' की पढ़ता है पड़ोसी मेरा
kisi darakht se sikho saliqa jiine ka
किसी दरख़्त से सीखो सलीक़ा जीने का
ye rahbar aaj bhi kitne purane lagte hain
ये रहबर आज भी कितने पुराने लगते हैं
Popular Sher & Shayari
14 totalpatton ko chhoD deta hai aksar khizan ke vaqt
khud-gharzi hi kuchh aisi yahan har shajar men hai
ajab khulus ajab sadgi se karta hai
darakht neki baDi khamushi se karta hai
jab ghazal 'mir' ki paDhta hai paDosi mera
ik nami si miri divar men aa jaati hai
kisi darakht se sikho saliqa jiine ka
jo dhuup chhanv se rishta bana.e rahta hai
ye rahbar aaj bhi kitne purane lagte hain
ki peD duur se rasta dikhane lagte hain
kisi darakht se sikho saliqa jiine kaa
jo dhuup chhaanv se rishta banaae rahtaa hai
ajab khulus ajab saadgi se kartaa hai
darakht neki baDi khaamushi se kartaa hai
patton ko chhoD detaa hai aksar khizaan ke vaqt
khud-gharzi hi kuchh aisi yahaan har shajar mein hai
jab ghazal 'mir' ki paDhtaa hai paDosi meraa
ik nami si miri divaar mein aa jaati hai
safar ho shaah kaa yaa qaafila faqiron kaa
shajar mizaaj samajhte hain raahgiron kaa
ye rahbar aaj bhi kitne puraane lagte hain
ki peD duur se rasta dikhaane lagte hain
Ghazalग़ज़ल
jab us ke saamne suraj havaa nadi kyaa hai
जब उस के सामने सूरज हवा नदी क्या है
vo muskuraa ke dil-o-jaan pe vaar kartaa hai
वो मुस्कुरा के दिल-ओ-जाँ पे वार करता है
safar mein yuun to balaaein bhi kaam karti hain
सफ़र में यूँ तो बलाएँ भी काम करती हैं
bhali ho yaa ki buri har nazar samajhtaa hai
भली हो या कि बुरी हर नज़र समझता है
meraa nahin hai aur na kisi aur hi kaa hai
मेरा नहीं है और न किसी और ही का है
nigaah koi to tufaan mein mehrbaan si hai
निगाह कोई तो तूफ़ाँ में मेहरबान सी है





