aisi ghurbat ko khuda gharat kare
phuul bhejvane ki gunja.ish na ho

Azhar Faragh
Azhar Faragh
Sherशेर
See all 48 →aisi ghurbat ko khuda gharat kare
ऐसी ग़ुर्बत को ख़ुदा ग़ारत करे
ye khamoshi miri khamoshi hai
ये ख़मोशी मिरी ख़मोशी है
teri sharton pe hi karna hai agar tujh ko qubul
तेरी शर्तों पे ही करना है अगर तुझ को क़ुबूल
daftar se mil nahin rahi chhuTTi vagarna main
दफ़्तर से मिल नहीं रही छुट्टी वगर्ना मैं
jab tak matha chuum ke rukhsat karne vaali zinda thi
जब तक माथा चूम के रुख़्सत करने वाली ज़िंदा थी
meri numu hai tere taghaful se vabasta
मेरी नुमू है तेरे तग़ाफ़ुल से वाबस्ता
Popular Sher & Shayari
96 totalye khamoshi miri khamoshi hai
is ka matlab mukalima liya jaa.e
teri sharton pe hi karna hai agar tujh ko qubul
ye suhulat to mujhe saara jahan deta hai
daftar se mil nahin rahi chhuTTi vagarna main
barish ki ek buund na be-kar jaane duun
jab tak matha chuum ke rukhsat karne vaali zinda thi
darvaze ke bahar tak bhi munh men luqma hota tha
meri numu hai tere taghaful se vabasta
kam barish bhi mujh ko kaafi ho sakti hai
ye nahin dekhte kitni hai riyaazat kis ki
log aasaan samajh lete hain aasaani ko
bahut se saanp the is ghaar ke dahaane par
dil is liye bhi khazaana shumaar hone lagaa
badal ke dekh chuki hai reaayaa saahib-e-takht
jo sar qalam nahin kartaa zabaan khinchtaa hai
bhanvar se ye jo mujhe baadbaan khinchtaa hai
zarur koi havaaon ke kaan khinchtaa hai
dalil us ke dariche ki pesh ki main ne
kisi ko patli gali se nahin nikalne diyaa
aisi ghurbat ko khudaa ghaarat kare
phuul bhejvaane ki gunjaaish na ho
Ghazalग़ज़ल
Dare hue hain sabhi log abr chhaane se
डरे हुए हैं सभी लोग अब्र छाने से
baagh se jhule utar gae
बाग़ से झूले उतर गए
us lab ki khaamushi ke sabab TuTtaa huun main
उस लब की ख़ामुशी के सबब टूटता हूँ मैं
kaise duniyaa kaa jaaeza kiyaa jaae
कैसे दुनिया का जाएज़ा किया जाए
tire baad koi bhi gham asar nahin kar sakaa
तिरे ब'अद कोई भी ग़म असर नहीं कर सका
bhanvar se ye jo mujhe baadbaan khinchtaa hai
भँवर से ये जो मुझे बादबान खींचता है





