kaise mumkin hai ki ham donon bichhaD ja.enge
itni gahra.i se har baat ko socha na karo

Aziz Warsi
Aziz Warsi
Sherशेर
See all 13 →kaise mumkin hai ki ham donon bichhaD ja.enge
कैसे मुमकिन है कि हम दोनों बिछड़ जाएँगे
ik vaqt tha ki dil ko sukun ki talash thi
इक वक़्त था कि दिल को सुकूँ की तलाश थी
mohabbat lafz to saada sa hai lekin 'aziz' is ko
मोहब्बत लफ़्ज़ तो सादा सा है लेकिन 'अज़ीज़' इस को
mujh se ye puchh rahe hain mire ahbab 'aziz'
मुझ से ये पूछ रहे हैं मिरे अहबाब 'अज़ीज़'
tum pe ilzam na aa jaa.e safar men koi
तुम पे इल्ज़ाम न आ जाए सफ़र में कोई
dil men ab kuchh bhi nahin un ki mohabbat ke siva
दिल में अब कुछ भी नहीं उन की मोहब्बत के सिवा
Popular Sher & Shayari
26 totalik vaqt tha ki dil ko sukun ki talash thi
aur ab ye aarzu hai ki dard-e-nihan rahe
mohabbat lafz to saada sa hai lekin 'aziz' is ko
mata-e-dil samajhte the mata-e-dil samajhte hain
mujh se ye puchh rahe hain mire ahbab 'aziz'
kya mila shahr-e-sukhan men tumhen shohrat ke siva
tum pe ilzam na aa jaa.e safar men koi
rasta kitna hi dushvar ho Thahra na karo
dil men ab kuchh bhi nahin un ki mohabbat ke siva
sab fasane hain haqiqat men haqiqat ke siva
kaise mumkin hai ki ham donon bichhaD jaaeinge
itni gahraai se har baat ko sochaa na karo
jahaan mein ham jise bhi pyaar ke qaabil samajhte hain
haqiqat mein usi ko ziist kaa haasil samajhte hain
tum pe ilzaam na aa jaae safar mein koi
raasta kitnaa hi dushvaar ho Thahraa na karo
dil mein ab kuchh bhi nahin un ki mohabbat ke sivaa
sab fasaane hain haqiqat mein haqiqat ke sivaa
gham-e-uqbaa gham-e-dauraan gham-e-hasti ki qasam
aur bhi gham hain zamaane mein mohabbat ke sivaa
tumhaari zaat se mansub hai divaangi meri
tumhin se ab miri divaangi dekhi nahin jaati
Ghazalग़ज़ल
tiri mahfil mein farq-e-kufr-o-imaan kaun dekhegaa
तिरी महफ़िल में फ़र्क़-ए-कुफ़्र-ओ-ईमाँ कौन देखेगा
sozish-e-gham ke sivaa kaahish-e-furqat ke sivaa
सोज़िश-ए-ग़म के सिवा काहिश-ए-फ़ुर्क़त के सिवा
dil mein hamaare ab koi armaan nahin rahaa
दिल में हमारे अब कोई अरमाँ नहीं रहा
us mast-e-nazar kaa uf re sitam jis vaqt idhar ho jaati hai
उस मस्त-ए-नज़र का उफ़ रे सितम जिस वक़्त इधर हो जाती है
yurish-e-aalaam hai lekin miraa dil ek hai
यूरिश-ए-आलाम है लेकिन मिरा दिल एक है
shisha lab se judaa nahin hotaa
शीशा लब से जुदा नहीं होता





