Sher
manzil pe nazar aa.i bahut duri-e-manzil
be-sakhta aane lage sab rah-numa yaad

Azmat Abdul Qayyum Khan
manzil pe nazar aa.i bahut duri-e-manzil
मंज़िल पे नज़र आई बहुत दूरी-ए-मंज़िल
1 views
raushniyon ke shahar men rah kar
रौशनियों के शहर में रह कर
maut pahron udaas rahti hai
मौत पहरों उदास रहती है
gham-e-imroz ka gila kyon ho
ग़म-ए-इमरोज़ का गिला क्यों हो
shu.ur-e-zindagi ki raushni men
शुऊर-ए-ज़िंदगी की रौशनी में
ye baat bhi hai ki tu bhi nahin hai ab mera
ये बात भी है कि तू भी नहीं है अब मेरा
manzil pe nazar aa.i bahut duri-e-manzil
be-sakhta aane lage sab rah-numa yaad
raushniyon ke shahar men rah kar
ham andheron se ru-shanas rahe
maut pahron udaas rahti hai
ham agar zindagi se milte hain
gham-e-imroz ka gila kyon ho
husn-e-farda miri nigah men hai
shu.ur-e-zindagi ki raushni men
shab-e-gham bhi sahar se kam nahin hai
ye baat bhi hai ki tu bhi nahin hai ab mera
ye baat bhi hai ki tere siva nahin koi
aabaad mai-kade bhi hain dair-o-haram bhi nahin
lekin na aadmi ko milaa koi aadmi
raushniyon ke shahar mein rah kar
ham andheron se ru-shanaas rahe
manzil pe nazar aai bahut duri-e-manzil
be-saakhta aane lage sab raah-numaa yaad
ab zamaane se aur kyaa maangun
daulat-e-gham bahut ziyaada hai
zindagaani kaa lutf to 'azmat'
sirf tufaan ki panaah mein hai
jo bijliyon ki panaahon mein tum banaa sakte
to is qadar na tumhein khauf-e-aashiyaan hotaa
ham ai gham-e-hayaat na jaane kahaan rahe
हम ऐ ग़म-ए-हयात न जाने कहाँ रहे
bahaaron kaa samaan hai aur main huun
बहारों का समाँ है और मैं हूँ
aap se shikva-e-bedaad karun yaa na karun
आप से शिकवा-ए-बेदाद करूँ या न करूँ
dard-e-dil kaif-e-alam soz-e-jigar se pahle
दर्द-ए-दिल कैफ़-ए-अलम सोज़-ए-जिगर से पहले