ai dil ki khalish chal yunhi sahi chalta to huun un ki mahfil men
us vaqt mujhe chaunka dena jab rang pe mahfil aa jaa.e

Behzad Lakhnavi
Behzad Lakhnavi
Sherशेर
See all 12 →ai dil ki khalish chal yunhi sahi chalta to huun un ki mahfil men
ऐ दिल की ख़लिश चल यूँही सही चलता तो हूँ उन की महफ़िल में
vafaon ke badle jafa kar rahe hain
वफ़ाओं के बदले जफ़ा कर रहे हैं
zinda huun is tarah ki gham-e-zindagi nahin
ज़िंदा हूँ इस तरह कि ग़म-ए-ज़िंदगी नहीं
mujhe to hosh na tha un ki bazm men lekin
मुझे तो होश न था उन की बज़्म में लेकिन
ishq ka ejaaz sajdon men nihan rakhta huun main
इश्क़ का एजाज़ सज्दों में निहाँ रखता हूँ मैं
go muddaten hui hain kisi se juda hue
गो मुद्दतें हुई हैं किसी से जुदा हुए
Popular Sher & Shayari
24 totalvafaon ke badle jafa kar rahe hain
main kya kar raha huun vo kya kar rahe hain
zinda huun is tarah ki gham-e-zindagi nahin
jalta hua diya huun magar raushni nahin
mujhe to hosh na tha un ki bazm men lekin
khamoshiyon ne meri un se kuchh kalam kiya
ishq ka ejaaz sajdon men nihan rakhta huun main
naqsh-e-pa hoti hai peshani jahan rakhta huun main
go muddaten hui hain kisi se juda hue
lekin ye dil ki aag abhi tak bujhi nahin
go muddatein hui hain kisi se judaa hue
lekin ye dil ki aag abhi tak bujhi nahin
ishq kaa ejaaz sajdon mein nihaan rakhtaa huun main
naqsh-e-paa hoti hai peshaani jahaan rakhtaa huun main
ham bhi khud ko tabaah kar lete
tum idhar bhi nigaah kar lete
ai jazba-e-dil gar main chaahun har chiiz muqaabil aa jaae
manzil ke liye do gaam chalun aur saamne manzil aa jaae
ai dekhne vaalo mujhe hans hans ke na dekho
tum ko bhi mohabbat kahin mujh saa na banaa de
'bahzaad' saaf saaf main kahtaa huun haal-e-dil
sharminda-e-kamaal miri shaairi nahin
Ghazalग़ज़ल
lab pe hai fariyaad ashkon ki ravaani ho chuki
लब पे है फ़रियाद अश्कों की रवानी हो चुकी
zinda huun is tarah ki gham-e-zindagi nahin
ज़िंदा हूँ इस तरह कि ग़म-ए-ज़िंदगी नहीं
ik be-vafaa ko pyaar kiyaa haae kyaa kiyaa
इक बे-वफ़ा को प्यार किया हाए क्या किया
tumhaare husn ki taskhir aam hoti hai
तुम्हारे हुस्न की तस्ख़ीर आम होती है
apni nai zamin nayaa aasmaan rahe
अपनी नई ज़मीन नया आसमाँ रहे
aah asar ho gai to kyaa hogaa
आह असर हो गई तो क्या होगा





