chashm-e-bad-dur vo bhole bhi hain nadan bhi hain
zulm bhi mujh pe kabhi soch-samajh kar na hua

Bekhud Dehlvi
Bekhud Dehlvi
Sherशेर
See all 81 →chashm-e-bad-dur vo bhole bhi hain nadan bhi hain
चश्म-ए-बद-दूर वो भोले भी हैं नादाँ भी हैं
ye kah ke mere samne Taala raqib ko
ये कह के मेरे सामने टाला रक़ीब को
tiri tegh ka laal kar dunga munh
तिरी तेग़ का लाल कर दूँगा मुँह
dushman ke ghar se chal ke dikha do juda juda
दुश्मन के घर से चल के दिखा दो जुदा जुदा
chalne ki nahin aaj koi ghaat kisi ki
चलने की नहीं आज कोई घात किसी की
na dekhna kabhi a.ina bhuul kar dekho
न देखना कभी आईना भूल कर देखो
Popular Sher & Shayari
162 totalye kah ke mere samne Taala raqib ko
mujh se kabhi ki jaan na pahchan ja.iye
tiri tegh ka laal kar dunga munh
jo ye khelne mujh se aa.egi rang
dushman ke ghar se chal ke dikha do juda juda
ye bankpan ki chaal ye naz-o-ada ki hai
chalne ki nahin aaj koi ghaat kisi ki
sunne ke nahin vasl men ham baat kisi ki
na dekhna kabhi a.ina bhuul kar dekho
tumhare husn ka paida javab kar dega
vo kuchh muskuraanaa vo kuchh jheinp jaanaa
javaani adaaein sikhaati hain kyaa kyaa
raqibon ke liye achchhaa Thikaanaa ho gayaa paidaa
khudaa aabaad rakhe main to kahtaa huun jahannam ko
huron se na hogi ye mudaaraat kisi ki
yaad aaegi jannat mein mulaaqaat kisi ki
bole vo muskuraa ke bahut iltijaa ke baad
ji to ye chaahtaa hai tiri maan jaaiye
munh pher kar vo kahte hain bas maan jaaiye
is sharm is lihaaz ke qurbaan jaaiye
mohabbat aur majnun ham to saudaa is ko kahte hain
fidaa lailaa pe thaa aankhon kaa andhaa is ko kahte hain
Ghazalग़ज़ल
ab kisi baat kaa taalib dil-e-naashaad nahin
अब किसी बात का तालिब दिल-ए-नाशाद नहीं
baat karne ki shab-e-vasl ijaazat de do
बात करने की शब-ए-वस्ल इजाज़त दे दो
har ek baat tiri be-sabaat kitni hai
हर एक बात तिरी बे-सबात कितनी है
bevafaa kahne se kyaa vo bevafaa ho jaaegaa
बेवफ़ा कहने से क्या वो बेवफ़ा हो जाएगा
khudaa rakkhe tujhe meri buraai dekhne vaale
ख़ुदा रक्खे तुझे मेरी बुराई देखने वाले
maashuq hamein baat kaa puuraa nahin miltaa
माशूक़ हमें बात का पूरा नहीं मिलता





