"gulabi gaal par kuchh rang mujh ko bhi jamane do manane do mujhe bhi jan-e-man tyauhar holi men"

Bhartendu Harishchandra
Bhartendu Harishchandra
Sherशेर
See all 20 →gulabi gaal par kuchh rang mujh ko bhi jamane do
गुलाबी गाल पर कुछ रंग मुझ को भी जमाने दो
na bosa lene dete hain na lagte hain gale mere
न बोसा लेने देते हैं न लगते हैं गले मेरे
abhi to aa.e ho jaldi kahan hai jaane ki
अभी तो आए हो जल्दी कहाँ है जाने की
jahan dekho vahan maujud mera kirshn pyara hai
जहाँ देखो वहाँ मौजूद मेरा कृष्ण प्यारा है
rukh-e-raushan pe us ki gesu-e-shab-gun laTakte hain
रुख़-ए-रौशन पे उस की गेसू-ए-शब-गूँ लटकते हैं
aa jaa.e na dil aap ka bhi aur kisi par
आ जाए न दिल आप का भी और किसी पर
Popular Sher & Shayari
40 total"na bosa lene dete hain na lagte hain gale mere abhi kam-umr hain har baat par mujh se jhijakte hain"
"abhi to aa.e ho jaldi kahan hai jaane ki uTho na pahlu se Thahro zara kidhar ko chale"
"jahan dekho vahan maujud mera kirshn pyara hai usi ka sab hai jalva jo jahan men ashkara hai"
"rukh-e-raushan pe us ki gesu-e-shab-gun laTakte hain qayamat hai musafir rasta din ko bhaTakte hain"
"aa jaa.e na dil aap ka bhi aur kisi par dekho miri jaan aankh laDana nahin achchha"
ye chaar din ke tamaashe hain aah duniyaa ke
rahaa jahaan mein sikandar na aur na jam baaqi
ai 'rasaa' jaisaa hai bargashta zamaana ham se
aisaa bargashta kisi kaa na muqaddar hogaa
na bosa lene dete hain na lagte hain gale mere
abhi kam-umr hain har baat par mujh se jhijakte hain
baat karne mein jo lab us ke hue zer-o-zabar
ek saaat mein tah-o-baalaa zamaana ho gayaa
ye kah do bas maut se ho rukhsat kyuun naahaq aai hai us ki shaamat
ki dar talak vo masih-khaslat miri ayaadat ko aa chuke hain
abhi to aae ho jaldi kahaan hai jaane ki
uTho na pahlu se Thahro zaraa kidhar ko chale
Ghazalग़ज़ल
but-e-kaafir jo tu mujh se khafaa ho
बुत-ए-काफ़िर जो तू मुझ से ख़फ़ा हो
fasaad-e-duniyaa miTaa chuke hain husul-e-hasti miTaa chuke hain
फ़साद-ए-दुनिया मिटा चुके हैं हुसूल-ए-हस्ती मिटा चुके हैं
baal bikhere aaj pari turbat par mere aaegi
बाल बिखेरे आज परी तुर्बत पर मेरे आएगी
dil miraa tir-e-sitamgar kaa nishaana ho gayaa
दिल मिरा तीर-ए-सितमगर का निशाना हो गया
ghazab hai surma de kar aaj vo baahar nikalte hain
ग़ज़ब है सुर्मा दे कर आज वो बाहर निकलते हैं
phir aai fasl-e-gul phir zakhm-e-dil rah rah ke pakte hain
फिर आई फ़स्ल-ए-गुल फिर ज़ख़्म-ए-दिल रह रह के पकते हैं





