sitaron asman ko jagmaga do raushni se
december aaj milne ja raha hai january se

Bhaskar Shukla
Bhaskar Shukla
Sherशेर
See all 20 →sitaron asman ko jagmaga do raushni se
सितारों आसमाँ को जगमगा दो रौशनी से
agar hai ishq sachcha to nigahon se bayan hoga
अगर है इश्क़ सच्चा तो निगाहों से बयाँ होगा
kaun sa tujh se milane ke liye aaya hai
कौन सा तुझ से मिलाने के लिए आया है
bahut asan hai kahna bura kya hai bhala kya hai
बहुत आसान है कहना बुरा क्या है भला क्या है
hain dastaras men yuun to zabanen ka.i magar
हैं दस्तरस में यूँ तो ज़बानें कई मगर
ik nadi sahra ki hona chahti hai
इक नदी सहरा की होना चाहती है
Popular Sher & Shayari
40 totalagar hai ishq sachcha to nigahon se bayan hoga
zaban se bolna bhi kya koi iz.har hota hai
kaun sa tujh se milane ke liye aaya hai
ye naya saal bhi jaane ke liye aaya hai
bahut asan hai kahna bura kya hai bhala kya hai
karoge 'ishq tab ma'lum hoga mas.ala kya hai
hain dastaras men yuun to zabanen ka.i magar
khamoshi aaj bhi meri pahli pasand hai
ik nadi sahra ki hona chahti hai
ik nadi jis par samundar khul gaya hai
she'r kahnaa hai un ki aankhon par
dekhiye ban sake agar tasvir
kaun saa tujh se milaane ke liye aayaa hai
ye nayaa saal bhi jaane ke liye aayaa hai
kisi ki maut kaa dukh hai magar is se ziyaada
mujhe is baat kaa dukh hai ki koi ro rahaa hai
agar hai ishq sachchaa to nigaahon se bayaan hogaa
zabaan se bolnaa bhi kyaa koi izhaar hotaa hai
muskuraahaT oDh kar yuun hi nahin rahtaa huun main
jhaank kar dekho kabhi andar bahut TuuTaa huun main
khvaahish sab rakhte hain tujh ko paane ki
aur phir apni apni qismat hoti hai
Ghazalग़ज़ल
muskuraane se kahaan jaataa hai dukh
मुस्कुराने से कहाँ जाता है दुख
ek barsaat dhyaan mein aai
एक बरसात ध्यान में आई
teri tasvir jo dekhi to khayaal aayaa hai
तेरी तस्वीर जो देखी तो ख़याल आया है
kuchh roz dil-o-zehn pe taari to rahegi
कुछ रोज़ दिल-ओ-ज़ेहन पे तारी तो रहेगी
chaand punam kaa udaasi raat ki
चाँद पूनम का उदासी रात की
chumne ko paa-e-naazuk yaar ke
चूमने को पा-ए-नाज़ुक यार के





